Friday, April 24, 2015

Maa Ka Phone

Song: Maa Ka Phone
Movie: Khoobsurat (2014)
Singers: Priya Panchal, Mouli Dave
Music: Sneha Khanwalkar
Lyrics: Amitabh Verma, Sneha Khanwalkar

Lekin tabhi meri ringtone baji 
Mummy waali..

Karti hai har gaane pe mom meri
(Kuchipudi.. kuchipudi)
Jaldi hi tu bhi teri mom jaisi
(Ban jayegi, ban jayegi) (x2)

Ab aayegi, aayegi jo ring bajegi sa re ga ma
Phone ke ander se phootega melodrama melodrama (x2)

Baat-Baat pe aaya jab bhi
Na chaaha tab aur bhi aaya
Teri maa ka phone
Meri maa ka phone

Sab ki maa ka..

Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka teri (repeat.. x7)

Phone jo bajta hai 
Main vibrate karti hoon (x4)

Uski ghanti band hone ka wait karti hoon
Uski ghanti band hone ka wait karti hoon

Tere sapno waala..
Mujhe tha kiss karne waala
Tune taang ada ke 
Mumma paap ye kyun kar daala
Aaye tujhe bhi naani maa ka phone
(Maa ki maa ka)
Main bolun jo bolun toh phir chalu hoga hungama
(Mother's day ho jayega)
Main bolun jo bolun toh phir chalu hoga hungama

Bhar bhar ke lo
Bhar bhar ke lo
Melodrama, melodrama
Laakh baar smajhaya phir bhi
Ghalat moment pe aaya
Meri maa ka phone
Teri maa ka phone
Sab ki maa ka
Maa ka phone aaya

Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka phone aaya
Maa ka teri (repeat.. x7)


No comments:

Post a Comment

ad

In Association with Amazon.in