Showing posts with label Fanaa movie. Show all posts
Showing posts with label Fanaa movie. Show all posts

Saturday, August 17, 2013

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari

Song : Chaand Sifaarish Jo Karta Hamari
Movie : Fanaa
Music : Jatin-Lalit
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Shaan, Kailash Kher




Subhaan Allaah Subhaan Allah Subhaan Allah Subhaan Allah... (2)

Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata
Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana Hona Hain Tujhmein Fanaa
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata

Teri Adaa Bhi Hain Jhonke Wali Chhu Ke Gujar Jaane De
Teri Lachak Hain Ke Jaise Daali Dil Mein Utar Jaane De
Aaja Baahon Mein Karke Bahana Hona Hain Tujhmein Fanaa
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata

Subhaan Allaah Subhaan Allaah Subhaan Allah Subhaan Allah... (2)
Hain Jo Iraaden Bata Doon Tumko Sharma Hi Jaaogi Tum
Dhadakanen Jo Suna Doon Tumko Ghabraa Hi Jaaogi Tum
Hamko Aata Nahi Hain Chhupana Hona Hain Tujhmein Fanaa
Chaand Sifarish Jo Karta Hamari Deta Woh Tumko Bata
Sharm-O-Haya Pe Parde Gira Ke Karni Hain Hamko Khata
Zidd Hain Ab Toh Hain Khud Ko Mitana Hona Hain Tujhmein Fanaa

Dekho Na Dekho Na

Song : Dekho Na Dekho Na
Movie : Fanaa
Music : Jatin-Lalit
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan



Yeh Saajish Hain Boondon Ki Koi Khwaahish Hain Chup Chup Si... (2)
Dekho Na Dekho Na... (2)
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Kyon Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na... (2)

( Phir Na Hawayen Hogi Itani Besharam
Phir Na Dag Mag Dag Mag Honge Yeh Kadam... ) (2)
Haa Saawan Yeh Seedha Nahi Khufia Bada
Kuchh Toh Baraste Hue Keh Raha
Samjho Na... Samjho Na... (2)
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Kyon Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na... (2)

( Jugnu Jaise Chahat Dekho Jale Mujhe
Meethi Si Mushkil Hain Koi Kya Kare )... (2)
Hothon Ki Arzi Aaise Thukraaon Na
Saanson Ki Marzi Ko Jhuthlaaon Na
Chhuu Lo Na Chhu Lo Na... (2)
Hawa Kuchh Haule Haule Zubaan Se Kya Kuchh Bole
Na Duuri Hain Ab Darmayaan
Dekho Na Dekho Na... (3)
Dekho Na Hmm Hmm Hmm
Hmm Hmm Hmm Dekho Na

Chanda Chamke Cham Cham

Song : Chanda Chamke Cham Cham
Movie : Fanaa
Music : Jatin-Lalit
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Babul Supriyo, Mahalaxmi Iyer, Aamir Khan, Kajol




( Chanda Chamke Cham Cham Chikhen Chaukanna Chor
Chiti Chaate Chini Chatori Chinikhor )... (2)
Kitna Mushkil Yeh Gaana Zara Gaake Dikhana
Chanda Chini Chamke Chaate Chaukanna Chikhe Chor
Chanda Chamke Cham Cham Chikhen Chaukanna Chor
Chiti Chaate Chini Chatori Chinikhor

Khadaksingh Ke Khadakne Se Khadakti Hain Khidkiyaan
Khidkiyon Ke Khadakne Se Khadakta Hain Khadaksingh
Khadaksingh Ke Khadakne Se Khadakti Hain Khidkiyaan
Khidkiyon Ke Khadakne Se Khadakta Hain Khadaksingh
Kitna Mushkil Yeh Gaana Zara Gaake Dikhana
Khadak Khadak Ke Khadake Khidki Khadaksingh Ka Khadke Zor
( Chanda Chamke Cham Cham Chikhen Chaukanna Chor
Chiti Chaate Chini Chatori Chinikhor )... (2)

Pakke Ped Par Paka Papita Paka Ped Ya Paka Papita
Pake Ped Ko Pakde Pinku Pinku Pakde Paka Papita
Pakke Ped Par Paka Papita Pakda Pinki Paki Ka Kapda
Kapda
Pakke Ped Par Paka Papita Paka Ped Ya Paka Papita
Pake Ped Ko Pakde Pinku Pinku Pakde Paka Papita
Kitna Mushkil Yeh Gaana Zara Gaake Dikhana
Pake Ped Ko Pakde Pinku Pinku Pakde Paka Papita
( Chanda Chamke Cham Cham Chikhen Chaukanna Chor
Chiti Chaate Chini Chatori Chinikhor )... (2)
Kitna Mushkil Yeh Gaana Zara Gaake Dikhana
Chanda Chini Chamke Chaate Chaukanna Chikhe Chor
Chanda Chamke Cham Cham Chikhen Chaukanna Chor
Chiti Chaate Chini Chatori Chinikhor

Des Rangila Rangila

Song : Des Rangila Rangila
Movie : Fanaa
Music : Jatin-Lalit
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Mahalaxmi Iyer




( Yahaan Har Kadam Kadam Pe Dharti Badle Rang
Yahaan Ki Boli Mein Rangoli Saat Rang... ) (2)
Dhaani Pagdi Pehne Mausam Hain
Neeli Chaadar Taane Ambar Hain
Nadi Sunehri Hara Samundar Hain Re Sajila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila... (4)

Sindoori Gaalon Wala Suraj Jo Kare Thitholi
Sharmeelen Kheton Ko Dhank De Chunar Peeli Peeli
Ghoonghat Mein Rang Panghat Mein Rang Cham Cham Chamkila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila... (2)

Abil Gulaal Se Chehre Hain Yahaan Mastaanon Ki Toli
Rang Haseen Mein Rang Khushi Mein Rishten Jaise Holi
Baaton Mein Rang Yaadon Mein Rang Rang Rang Rangila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila... (2)

Ishq Ka Rang Yahaan Par Gehraa Chadh Ke Kabhi Na Utre
Sachhe Pyar Ka Thehra Sa Rang Chhalke Par Na Bikhre
Rang Adaa Mein Rang Haya Mein Hain Rasila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila... (2)

Yahaan Har Kadam Kadam Pe Dharti Badle Rang
Yahaan Ki Boli Mein Rangoli Saat Rang
Dhaani Pagdi Pehne Mausam Hain
Neeli Chaadar Taane Ambar Hain
Nadi Sunehri Hara Samundar Hain Re Sajila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila... (2)
Ho Rangila Rangila Des Mera Rangila
Des Rangila Rangila Des Mera Rangila... (3)

Mere Haath Mein Tera Haath Ho

Song : Mere Haath Mein Tera Haath Ho
Movie : Fanaa
Music : Jatin-Lalit
Lyrics : Prasoon Joshi
Singers : Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan, Aamir Khan, Kajol




Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho... (2)
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho

Tere Dil Mein Meri Saanson Ko Panaah Mil Jaaye
Tere Ishq Mein Meri Jaan Fanaa Ho Jaaye
Jitne Paas Hain Khushbu Saans Ke
Jitne Paas Hothon Ke Sargam
Jaise Saath Hain Karvat Yaad Ke
Jaise Saath Baahon Ke Sangam
Jitne Paas Paas Khwaabon Ke Nazar
Utni Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho

Rone De Aaj Hamko Do Aankhen Sujaane De
Baahon Mein Lene De Aur Khud Ko Bheeg Jaane De
Hain Jo Seene Mein Qaid Dariya Woh Choot Jaayega
Hain Itna Dard Ke Tera Daaman Bheeg Jaayega
Jitne Paas Paas Dhadkan Ke Hain Raaz
Jitne Paas Bundon Ke Baadal
Jaise Saath Saath Chanda Ke Hain Raat
Jitne Paas Nainon Ke Kaajal
Jitne Paas Paas Saagar Ke Lehar
Utne Paas Tu Rehna Humsafar
Tu Jo Paas Ho Phir Kya Yeh Jahaan
Tere Pyar Mein Ho Jaaun Fanaa
Mere Haath Mein Tera Haath Ho Saari Jannatein Mere Saath Ho

Adhoori Saans Thi Dhadkan Adhoori Thi Adhooren Hum
Magar Ab Chaand Poora Hain Falak Pe Aur Ab Pooren Hain Ham

ad

In Association with Amazon.in