Showing posts with label kishore kumar. Show all posts
Showing posts with label kishore kumar. Show all posts

Sunday, August 25, 2013

Mere Saamne Waali Khidki Mein

Song : Mere Saamne Wali Khidki Mein
Movie : Padosan
Music : R.D. Burman
Lyrics : Rajendra Krishan
Singers : Kishore Kumar



Re Hai..
La La La La La La La La La La La La La Lah..

Hmmm He Hee
(Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai) -2
Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
Kuchh Ukhda Ukhda Rehta Hai
Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Jis Roz Se Dekha Hai Usko
Ham Shamaa Jalaana Bhool Gaye
Dil Thaam Ke Aise Baithe Hain
Kahin Aana Jaana Bhool Gaye
Ab Aath Pahar In Aankhon Mein
Vo Chanchal Mukhda Rehta Hai
Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

(Barsaat Bhi Aakar Chali Gayi
Baadal Bhi Garaj Kar Baras Gaye) -2
Par Uski Ek Jhalak Ko Ham
Ai Husn Ke Maalik Taras Gaye
Kab Pyaas Bujhegi Aankhon Ki
Din Raat Ye Dukhda Rehta Hai
Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai
Afsos Ye Hai Ke Vo Hamse
Kuchh Ukhda Ukhda Rehta Hai
Mere Saamne Waali Khidki Mein
Ek Chaand Ka Tukda Rehta Hai

Saturday, August 24, 2013

Dil Haai Mera Dil

Song : Dil Haai Mera Dil
Movie : Paraya Dhan
Music : R D Burman
Lyrics : S. Khalil
Singers : Kishore Kumar



Dil Haay Mera Dil Tera Dil
Dil Se Dil Mil Gaya
He He He He La La La

Zulf Teri Yoon Udi Yoon Mudi Ki Ghata Chha Gai
Honth Tere Yoon Hile Gul Khile Ki Bahaar A Gaee... (2)
Pyaar Haay Mera Pyaar Mere Yaar Ban Ke Phool Khil Gaya
Dil Haay Mera Dil Tera Dil
Dil Se Dil Mil Gaya

Aankh Teri Jo Uthi Baadshaahon Ke Sar Jhuk Gaye
Chaal Aisi Tu Chali Log Raahon Mein Hi Ruk Gaye... (2)
Jaan Haay Meri Jaan Ye Jahaan Aasmaan Hil Gaya
Dil Haay Mera Dil Tera Dil
Dil Se Dil Mil Gaya

Roop Tere Pe Nazar Jab Padi To Nazar Mil Gai
Rang Tera Ud Gaya Tu Kali Ki Tarah Khil Gaee... (2)
Nain Haay Mere Nain Tere Nain Mil Gaye Dil Gaya
Dil Haay Mera Dil Tera Dil
Dil Se Dil Mil Gaya

Aaj Unse Pehli Mulaaqaat Hogi

Song : Aaj Unse Pehli Mulaaqaat Hogi
Movie : Paraya Dhan
Music : R D Burman
Lyrics : S. Khalil
Singers : Kishore Kumar



Aaj Unse Pehli Mulaaqaat Hogi
Phir Aamne Saamne Baat Hogi
Phir Hogaa Kyaa, Kyaa Pataa Kyaa Khabar... (2)

La Lala La , La Lala La... (2)

Andekhaa Anjaanaa Mukhdaa Kaisaa Hogaa
Na Jaane Vo Chaand Kaa Tukdaa Kaisaa Hogaa
Milte Hi Unse Nazar Haay Dil Mein,
Ek Beqraari Si Din Raat Hogi
Phir Hogaa Kyaa, Kyaa Pataa Kyaa Khabar... (2)
Aaj Unse Pahli Mulaaqat Hogi

Ya Yaya Ya , Ya Yaya Ya... (2)

Khulke Hongi Tanhaai Mein Dil Ki Baatein
Pyaase Tanman Pe Hongi Rim-Jhim Barsaatein
Ai Mere Dil Ye Bhi To Soch Le Tu
Koi Saheli Agar Saath Hogi
Phir Hogaa Kyaa, Kyaa Pataa Kyaa Khabar... (2)
Aaj Unse Pahli Mulaaqat Hogi

Baithen Honge Raste Pe Vo Aankhen Bichhaaye
Har Aahat Pe Sochte Honge, Saajan Aaye
Kyaa Haal Hogaa, Vahaan Kuchh Na Poochho
Dil Mein Umangon Ki Baaraat Hogi
Phir Hogaa Kyaa, Kyaa Pataa Kyaa Khabar... (2)
Aaj Unse Pahli...

Friday, August 23, 2013

Phoolon ke rang se

Song : Phoolon ke rang se
Movie : Prem Pujari (1970)
Music : S D Burman
Lyrics : Neeraj
Singers : Kishore Kumar



Phoolon ke rang se, dil kee kalam se, tuz ko likhee roj paatee
Kaise bataaoo kis kis tarah se, pal pal muze too sataatee

Tere hee sapane lekar ke soyaa, tere hee yaadon mein jaagaa
Tere khayaalon mein ulazaa rahaa yoo jaise ke maalaa mein dhaagaa

Baadal bijalee chandan paanee, jaisaa apanaa pyaar
Lenaa hogaa janam humei kaee kaee baar
Itanaa madeer, itanaa madhoor teraa mera pyaar
Lenaa hogaa janam humei kaee kaee baar

Saanso kee saragam dhadakan kee beenaa, sapanon kee geetaanjalee too
Man kee galee mein mahake jo haradam ayesee joohee kee kalee too
Chhotaa safar ho, lanbaa safar ho, sunee dagar ho yaa melaa
Yaad too aaye, man ho jaaye, bheed ke beech akelaa
Baadal bijalee chandan paanee, jaisaa apanaa pyaar...

Poorab ho pashchim uttar ho dakshin too har jagah muskuraye
Jitanaa hee jaaoo main door tuz se, utanee hee too paas aaye
Aandhee ne rokaa, paanee ne tokaa, duniyaan ne hasakar pukaaraa
Tasaweer teree lekin liye mai, kar aayaa sab se kinaaraa
Baadal bijalee chandan paanee, jaisaa apanaa pyaar...

Shokhiyon mein gholaa jaaye

Song : Shokhiyon mein gholaa jaaye
Movie : Prem Pujari(1970)
Music : S D Burman
Lyrics : Neeraj
Singers : Lata Mangeshkar & Kishore Kumar



Shokhiyon mein gholaa jaaye fulon kaa shabaab
Us mein fir milaaee jaaye thodeesee sharaab
Hogaa yoon nashaa jo taiyyaar wo pyaar hain

Hasataa huaa bachapan wo, bahakaa huaa mausam hain
Chhedo to yek sholaa hain, chhoolo to bas shabanam hain
Gaanw mein, mele mein, raah mein, akele mein
Aataa hain yaad baar baar, wo pyaar hain

Rang mein pighale sonaa, ang se yoon ras chhalake
Jaise baje dhoon koee raat mein halke halke
Dhoop mein chhaanw mein, zoomatee hawaaon mein
Haradam kare jo intajaar, wo pyaar hain

Yaad agar wo aaye ayese kate tanahaee
Sune shahar mein jaise bajane lage shahanaaee
Aanaa ho, jaanaa ho, kaisaa bhee jamaanaa ho
Utare kabhee naa jo khumaar, wo pyaar hain

Thursday, August 22, 2013

Gore rang pe na itana gumaan kar

Song : Gore Rang Pe Na Itana Gumaan Kar
Movie : Roti(1974)
Music : Laxmikant-Pyarelal
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kishore Kumar & Lata Mangeshkar




Gore rang pe na itana gumaan kar... (2)
Gora rang do din mein dhal jaayega
Main shama hoon tu hai parvaana... (2)
Mujhase pahale tu jal jaayega
Gore rang pe

Roop mit jaata hai ye pyaar ai diladaar nahi mitata
Ho ho phool murajhaane se gulazaar o sarakaar nahi mitata
Kya baat kahi hai hoy tauba... (2)
Ye dil beimaan machal jaayega
Gore rang pe

O o aapako hai aisa inkaar to ye pyaar yaheen chhodo
O o pyaar ka mausam hai bekaar ki takaraar yaheen chhodo
Haathon mein haath zara de-do... (2)
Baaton mein vaqt nikal jaayega
Gore rang pe

O o main tujhe kar daaloon masaroor nashe men choor to maanoge
O o tumase main ho jaaoon kuch door e magarur ho manoge
Tu laakh bacha mujhase daaman... (2)
Ye husn ka jaadu chal jaayega
Gore rang pe

Monday, August 19, 2013

Phoolon ka taaron ka

Song:  Phoolon ka taaron ka
Movie : Hare Rama Hare Krishna
Music : RD Burman
Lyrics : Anand bakshi

Singer : kishore kumar, lata mangeshkar

Phoolon ka taaron ka, sabka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen sang rehana hai
Phuulon ...
Ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas,
Teri pyaasi aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, kah jo kehana hai, ek hazaaron ...
Jab se merii aankhon se ho gayi tu door
Tab se sare jeevan ke sapane hain choor
Aankhon mein neend naa, man mein chaina hai, ek hazaaron ...
Dekho hum tum dono hain ek Daalii ke phool
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gai bhool
Aa mere paas aa, keh jo bhi kehanaa hai, ek hazaaron ...
Jeevan ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaron.....
Phoolon ka taaron ka, sabaka kehana hai
Ek hazaaron mein meri behanaa hai
Sari, umar, hamen sang rehana hai
Phuulon ...
Ye na jaana duniya ne tu hai kyon udaas,
Terii pyaasii aankhon mein pyaar ki hai pyaas,
Aa mere paas aa, kah jo kehana hai, ek hazaaron ...
Jab se merii aaNkhon se ho gayi tu door
Tab se sare jiivan ke sapane hain choor
AaNkhon mein neend naa, man mein chaina hai, ek hazaaron ...
Dekho hum tum dono hain ek Daalii ke phool
Main na bhuulaa tuu kaise mujhako gai bhool
Aa mere paas aa, keh jo bhi kehanaa hai, ek hazaaron ...
Jiivan ke dukhon se, yuuN Darate nahiin hain
Aise bachake sach se guzarate nahiin hain
Sukh kii hai chaah to, dukh bhii sahanaa hai, ek hazaaron.....

Friday, August 16, 2013

Waada Karo

Song : Waada karo
Movie : Aa Gale Lag Jaa
Music : R D Burman
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singers : Kishore Kumar & Lata Mangeshkar

Waada Karo Nahin Chhodogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Waada Karo Nahin Chhodogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Suno Meri Jaan, Hanske Mujhe Yeh Keh Do
Bheege Labon Ki Narmi Mere Liye Hai
Ho, Jawaan Nazar Ki Masti Mere Liye Hai
Haseen Ada Ki Shokhi Mere Liye Hai
Mere Liye Leke Aayi Ho Yeh Saugaat
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Mere Hi Peechhe Aakhir Pade Ho Tum Kyoon
Ek Main Jawaan Nahin Hoon, Aur Bhi To Hai
Oh, Mujhe Hi Ghere Aakhir Khade Ho Tum Kyoon
Main Hi Yahan Nahin Hoon, Aur Bhi To Hai
Jaao Jaake Le Lo Jo Bhi De De Tumhe Haath
Jahan Sab Hai, Vahan Main Bhi Hoon
Waada Karo Nahin Chhodogi Tum Mera Saath
Jahan Tum Ho, Vahan Main Bhi Hoon
La La La La La
La La La La La
Jawaan Kayi Hai, Lekin Jahan Mein Koi
Tum Si Haseen Nahin Hai, Hum Kya Kare
Oh, Tumhe Miloon Main Iska Tumhe Yakeen Hai
Humko Yakeen Nahin Hai, Hum Kya Kare
Aise Nahin Bhoolo Zara Dekho Aukaat
Kisi Ka To Dena Hoga, De Do Mera Saath
Jahan Tum Ho, Wahan Main Bhi Hoon
Chhuo Nahin Dekho Zara Peechhe Rakho Haath
Jawaan Tum Ho, Jawaan Main Bhi Hoon
Jahan Tum Ho, Wahan Main Bhi Hoon
La La La La, La La La La
La La La La, La La La La.

Tera Mujhse Hai Pehle

Song : Tera Mujhse Hai Pehle
Movie : Aa Gale Lag Jaa
Music : R D Burman
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singers : Kishore Kumar


La La Lala La Lala La Laaa
Lal La Lala Lalaalaal Lala
La La Lala La Lala La Laaa
Lal La Lala Lalaalaal Lala
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yunhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yunhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Jaane Tu Ya Jaane Na
Maane Tu Ya Maane Na
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yunhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Dekho Abhi Khona Nahin
Kabhi Juda Hona Nahin
Ab Ke Yunhi Mile Rehenge Dono
Vaada Raha Yeh Is Shaam Ka
Jaane Tu Ya Jaane Na
O Maane Tu Ya Maane Na
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yunhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi
Yunhi Nahin Dil Lubhaata Koi
Aaaaaaa Aaghe Kya Hai Daddy
Mein To Bhoool Hi Gaya
Vade Gaye Baatein Gai
Jaggi Jaagi Raatein Gai
Chaha Jise Mila Nahi
To Bhi Humein Gila Nahi
Apna Hai Kya Jeeye Mare Chae Kuch Ho
Tujhko To Jeena Raas Aa Gaya
Jaane Tu Ya Jaane Na
Ho Maane Tu Ya Maane Na
La La Lala La Lala La Laaa
Lal La Lala Lalaalaal Lala
La La Lala La Lala La Laaa
Lal La Lala Lalaalaal Lala.

Aye Mere Bete

Song : Aye Mere Bete
MOvie : Aa Gale Lag Jaa
Music : R D Burman
Lyrics : Sahir Ludhianvi
Singers : Kishore Kumar


Aye Mere Bete, Sun Mera Kehana
Chaahe Dukh Hoye, Hasate Hi Rehana
Aye Mere Bete, Sun Mera Kehana
Chaahe Dukh Hoye, Hasate Hi Rehana
Tu Mere Bete Kyun Roye, Akhiyon Ke Moti Kyun Khoye
Main Tera Ghoda Main Haathi, Main Tere Sukh Dukh Ka Saathi
Tera Main Sahaara Hoon, Mera Tu Sahaara Hai
Jaan Se Bhi Pyaara Hai Aaja Aaja
Aye Mere Bete, Sun Mera Kehana
Chaahe Dukh Hoye, Hasate Hi Rehana
Rakhana Bharosa Usape Sada, Jisane Hai Sabako Janam Diya
Kal Tera Paapa Rahe Na Rahe, Abb Jo Kaha Phir Kahe Na Kahe
Kaha Na Bhulaana, Tu Wahi Rakhwaala Hai
Usiko Bulaana Tu Aaja Aaja
Aye Mere Bete, Sun Mera Kehana
Chaahe Dukh Hoye, Hasate Hi Rehana
Socha Tha Kya Aur Kya Laaya, Dete Huye Ji Bhar Aaya
Le Yeh Baisaakhi Le Le Re, Mere Abhaage Haatho Se
Isike Sahaare Chal, Chal Mere Pyaare Chal
Paapa Ke Dulhaare Chal Aaja Aaja
Aye Mere Paapa, Sun Mera Kehana
Chaahe Dukh Howe, Hasate Hi Rehana.

O Meri Soni Meri Tamanna Jhoot

Song : O Meri Soni Meri Tamanna Jhoot
Movie : Yaadon Ki Baraat
Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Asha Bhosle & Kishore Kumar


O Meri Soni Meri Tamanna Jhoot Nahin Hai Mera Pyaar
Diwane Se Ho Gai Galati, Jaane Do Yaar I Love You I Love You

Aake Meri Aankhon Me Tum Dekko
Ein Me Har Ek Jaaga Tumhari Hai
Kahene Ko Yeh Dil Hai Mera Lekin
Dhadkan Yeh Sada Tumhari Hai
Tum Pe Chain Mera
Tum Pe Hai Mera Karaar
Ah Ah I Love You, O Meri Soni

Tadapti Hoon Aur Tum Na Tadapau
Aacha Bapa Chalho Hum Hi Harey
Tumhi Toh Jisne Mujhey Chaha
Tumhi Toh Ho Lage Mujhey Pyare
Mere Karib Aao Jara Mohre Piya
Sunke Dil Ki Pukar
La La La I Love You
O Mere Hora Meri Tamana
Jhooth Nahin Hai Mera Pyar
Diwani Se Ho Gai Galati
Jaane Do Yaar I Love You

Lekar Hum Deewana Dil

Song : Lekar Hum Deewana Dil
Movie : Yaadon Ki Baraat

Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Asha Bhosle & Kishore Kumar

Lekar Hum Deewaanaa Dil Firate Hain Manjil Manjil
Kahee To Pyaare, Kisee Kinaare, Mil Jaao Tum Andhere Ujaale

Jis Galee Ke Tum Us Galee Ke Hum Par Ye Majabooreeyaa Yahaa
Tum Yahee Kahee, Hum Yahee Kahee, Fir Bhee Ye Dooriyaa Yahaa
Waah Ree Duniyaan, Duniyaan Tere Jalawe Hain Niraale

Too Kahee Rahe, Yoo Lage Muze, Mere Dil Ke Paas Hain Yahaa
Maangoo Teree Khair, Aa Tere Bagair, Dil Meraa Udaas Hain Yahaa
Aajaa Hum Ko Seene Se Lagaa Le

Yaadon Ki Baraat

Song : Yaadon ki Baraat 
Movie : Yaadon ki baraat

Music : R. D. Burman
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singers : Kishore Kumar & Mohammed Rafi

Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare
Dil Ke Dwaare -(2)

Sapnon Ki Shehnai Beete Deeno Ko Pukare
Dil Ke Dwaare
Ho O O Chedo Tarane Milan Ke Pyaare Pyaare
Sang Hamare

Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Me Bichadenge Na Hum Kabhi
Ho Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Me Bichadenge Na Hum Kabhi
Yunhi Jaoge Aakhir Kahan Hoke Hamare
Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare
Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnai Beete Deeno Ko Pukare
Dil Ke Dwaare

Aage Bhi Hoga Jo Uska Karam
Yeh Din To Manayenge Har Saal Hum
Apne Angan Nache Gaayenge Chanda Sitare
Yaadon Ki Baraat Nikli Hai Aaj Dil Ke Dwaare
Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnai Beete Deeno Ko Pukare
Dil Ke Dwaare

Hey sara zamana

Song : Hey sara zamana
Movie: Yaarana

Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana hey

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh ietbaar kar le

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh ietbaar kar le

Maan le, maan le meri baat meri baat
Sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana

Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai

Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai

Maan le, maan le meri baat meri baat
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lal la lala la lal la lala la
Lala lala la la lala lala la la
Lala lala la la
Lala lala la la
Sara zamana

Bhole O Bhole

Song : Bhole O Bhole 
Movie: Yaarana

Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar

Bhole o bhole 
Tu ruutha dil tuuta
Mere yaar ko mana de
Vo pyaar phir jaga de... (2)

Kya hoga phir tera gauri jo ruutha jaaye
Shankar tere maathe ka chanda jo tuuta jaaye
Dam dam dam damaru na baaje
Bam bam bam phir tu na naache
Yaar agar na maane
Mere yaar ko...

Wo bichada to kasam se phir main na ji sakuunga
Mere bhole tere jaise main zahar na pi sakuunga
Zism huun main wo jaan hai meri
Usako nahi pahachaan hai meri
Pyaar mera tu jaane
Mere yaar ko...

Chhookar mere man ko

Song : Chhookar Mere Man Ko
Movie:Yaarana
Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar


Chhookar mere man ko kiya toone kya ishaara
Badla yeh mausam lage pyaara jag saara

Tu jo kahe jeevan bhar tere liye maein gaoon
Geet tere bolon pe likhta chala jaoon
Mere geeton mein tujhe dhoonde jag saara
Chhookar mere man ko

Aaja tera aanchal yeh pyaar se maein bhar doon
Khushiyaan jahan bhar ki tujhko nazar kar doon
Tu hi mera jeevan tu hi jeene ka sahaara
Chhookar mere man ko

Tere jaisa yaar kahan

Song : Tere jaisa yaar kahan
Movie: Yaarana

Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Anjaan
Singers : Kishore Kumar



Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari
Mujhko gale lagake
Baitha diya falak pe
Mujhe khaat se oothake
Yaara teri yaari ko
Maine to khuda mana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye

Mere dil ki yeh dua hai
Kabhi door tu na jaaye
Tere bina ho jeena
Woh din kabhi na aaye
Tere sung jeena yahan
Tere sung mar jaana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Tere jaisa yaar kahan
Kahan aisa yaarana
Yaad karegi duniya
Tera mera afsana

Koi haseena jab rooth

Song : Koi haseena jab rooth
Movie: Sholay
Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kishore Kumar

Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai...
Aur bhi haseen ho jaati hai...
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai

Haathon mein chaabukh, honthon pe gaaliyaan... (2)
Badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan
Koi taange waali jab rooth jaati hai to, hai to, hai to
Aur namkeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai

Zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Hey, zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai
Bada mazadaar goriye yeh tera rang roop hai
Dor se patang jab toot jaati hai to, hai to, hai to
Rukh rangeen ho jaati hai
Koi haseena jab rooth jaati hai to
Aur bhi haseen ho jaati hai
Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to
Ek do tin ho jaati hai... (4)

Holi Ke Din

Song : Holi Ke Din
Movie: Sholay
Music : R D Burman

Lyrics : Anand Bakshi

Singers : Lata Mangeshkar & Kishore Kumar

Chalo saheli... Chalo saheli...
Chalo re saathi... Chalo re saathi...
Ye pakdo ye pakadoo... (4) isse na chhodo
Arra arra arra baiya na todo,
Oye thaher ja babhi, arey jare sharabi
Kya ho raja gali mein aaja
Holi holi gaaon ki gori o nakharewaali
Dungi main gali arre raamu ki saali, holi re holi

Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hain... (2)
Gile shikawe bhul ke doston
Dushman bhi gale mil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rangon mein rang mil jaate hai... (2)
Holi hain

Gori tere rang jaisaa
Thodasa main rang bana lu
Aa tere gulabi gaalon
Se thoda sa gulaal chura lu
Jare ja deewane tu holi ke bahane tu... (2)

Chhed na mujhe besaram
Puchh le zamane se aise hi
Bahane se liye aur diye dil jaate hain
Holi ke din dil khil jaate hain
Rango mein rang mil jaate hain

Yeh dosti hum nahin todenge

Song : Yeh Dosti hum nahin todenge
Movie: Sholay
Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Kishore Kumar & Manna Dey

Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar tera saath na chhodenge... (2)

Ae meri jeet teri jeet, teri haar meri haar
Sun ae mere yaar
Tera gham mera gham, meri jaan teri jaan
Aisa apna pyaar

Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Jaan pe bhi khelenge, tere liye le lenge
Sab se dushmani

Yeh dosti hum nahin todenge

Todenge dam magar
Tera saath na chhodenge

Logon ko aate hain do nazar hum magar
Dekho do nahin
Arre ho judaa ya khafa ae khuda hai dua
Aisa ho nahin

Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai

Khaana peena saath hai
Marna jeena saath hai

Saari zindagi
Yeh dosti hum nahin todenge
Todenge dam magar tera saath na chhodenge... (2)

ad

In Association with Amazon.in