Showing posts with label teri meri kahaani (2012). Show all posts
Showing posts with label teri meri kahaani (2012). Show all posts

Tuesday, April 28, 2015

That's All I Really Wanna Do

Song: That's All I Really Wanna Do
Movie: Teri Meri Kahaani (2012)
Singer: Shaan & Shreya Ghoshal
Composed by-Sajid-Wajid


All day, so lost in love
Just can't, can't get enough
Wo oh oh!
All day, so lost in love
Each and every moment every minute every day
Just can't, can't get enough
Wanna always be together never go away

Dekhun tujhe, chhoo lo tujhe, Sochun tujhe, sunu tujhe
Bas yunhi tujh mein dooba rahun
Dooba rahun dooba dooba rahun
Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun

Thats all I really wanna do - x4

Dekhun tujhe, choo lo tujhe, sochun tujhe, sunu tujhe
Bas dil tujh mein dooba rahe
Dooba rahe dooba dooba rahe
Dil tujh mein hi tujh mein dooba rahe

Thats all I really wanna do - 8 times

Pehle mein tujhse milta tha
Abb main tujh mein khulta jaaun
Khwaabon mein agar haath badhaaun
Haath tera paaun
Haan khushboo ke jaise mujhe odh le tu
Har khayal mahekta ho
Ehsaas leke tere saath ka
Har lamha sarakta ho
Dooba rahun dooba dooba rahun
Main tujh mein hi tujh mein dooba rahun

Thats all I really wanna do - x4

Kya yeh chhalka? kya hua hai?
Do kinaare mil rahe hain
Sang sang hum paaniyon pe chal rahe hain
Neende nahin hai yeh main aa raha hoon
Aane do leharane do
Saanson se teri main judne laga hoon
Khwahishein bann jaane do

Dooba rahe dooba dooba rahe
Dil dooba dooba rahe

Thats all I really wanna do... x7



Jabse Mere Dil Ko Uff

Song: Jabse Mere Dil Ko Uff
Movie: Teri Meri Kahaani (2012)
Singer: Sonu Nigam & Sunidhi Chauhan
Composed by-Sajid-Wajid


Jabse Mere Dil Ko Uff tujhpe marna aa gaya
Sabko Chehre padhna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya
Jabse mere dil ko tujhpe marna aa gaya
To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa... [x2]

Jabse Mere Dil Ko Uff...

Are re re... khullam khulla muskura :)
Zulf jhitak ke aa zara
Main hi main aur bas tu hi tu

O.. gupchup gupchup ab nahi
Chupchup chupchup ab nahi
Chhidne do ab khul ke guftagu
Khwabon mein mujhko yaqeen ab karna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya

To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa... [x2]

Jabse Mere Dil Ko Uff...

Hoo.. seekh haya tehzeeb hai
Aji sharm bhi koi cheez hai
Nazre jhukaane mein bhi ik adaa

Ho...
Bas yehi nakhre hain tere
Hosh udaate hain mere
Meri nahi hai iss mein kuch khata
Pyar karti toh phir kyun darna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya aa...

To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa...

Jabse mere dil ko uff... tujh pe marna aa gaya
Sabko chehre padhna aa gaya
Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya aa...
Jabse mere dil ko uff... tujh pe marna aa gaya

To aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa...

Aa aa aa aa bhi jaa
Na na nazre chura
Ye zamana bhi dekhe zara aa aa...

Jabse mere... uff !


Allah Jaane

Song: Allah Jaane
Movie: Teri Meri Kahaani (2012)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan 
Composed by- Sajid - Wajid 


Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Da da sa sa re sa.. sa re sa...

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jane
Iss baat ko Maula jane

Dagmagane laga hai
Guroor bhi sharabi ho gaya
Mit gayi meri hasti
Koi husn inquilabi ho gaya
Tirchhe kuch teer chalaane
Ghayal kar de nazraane
Yeh dard kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane

Allah jaane haye
Maula jaane
Allah jaane hoye
Maula jaane
Allah jaane


Kuch toh mila hai aaj hawa mein
Saanson mein ghunghru kaise khananan
Aasmaan hai pairon ke neeche
Warna zameen pe kaise neelapan
Haar ke jeetne ka silsila mill gaya
Jannatein mill gayi ya Khuda mill gaya
Aa rubaru mere rubaru
Kya noor hai mere rubaru
Iss baat ko Allah jaane
Iss baat ko Maula jaane

Mere dil pe fateh lehraane
Meri rooh ko bhigaane
Yeh noor kahaan se aaya
Iss baat ko Allah jaane
Jaane Allah jaane
Jaane Maula jaane
Iss baat ko Allah jaan


Humse Pyar Karle Tu

Song: Humse Pyar Karle Tu
Movie: Teri Meri Kahaani (2012)
Singer: Mika Singh, Shreya Ghoshal
Composer: Sajid-Wajid

Teri aankhon ka qaidi hoon
Mohabbat kaam hai mera
Hoon aashiq yeh khata meri ki Javed naam hai mera

Arrey tu hosh mein aaja ki jo bhi naam hai tera
Nahin maaloom hai tujhko ki Kya anjaam hai tera
Tu yeh bhi bhool jayega ki Javed naam hai tera

Teri aankhon ka qaidi hoon
Mohabbat kaam hai mera
Hoon aashiq yeh khata meri ki Javed naam hai mera [x2]

Arrey tu hosh mein aaja ki jo bhi naam hai tera
Nahin maaloom hai tujhko ki Kya anjaam hai tera
Tu yeh bhi bhool jayega ki Javed naam hai tera

Arey aake aazmale humein...
Haan aake aazmale humein Ho jayegi aashiq tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyaar kale tu
Humse pyar... Humse pyaar Giraftaar karle tu
Humse pyar karle tu, Humse pyaar kar le tu
Humse pyaar... Humse pyar Giraftaar kar le tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyar karle tu

Nasha karta hoon aankhon se
Haseeno ka nashedi hoon
Bina chhuey bhi peeta hoon
Main thodi cheez tedhi hoon...

Meri nazron ke qaidi ki Zamanat bhi nahi hoti
Jo dil hum tod dein unki Marammat bhi nahin hoti....
Marammat bhi nahin hoti
Marammat bhi nahin hoti

Gunaahon ka ye mausam hai
Hai besharmi ki rut aayi [x2]

Sharafat dheere se boli
Lo hoke main bhi dhut aayee

Arey Aake aazmale humein Ho jayegi aashiq tu
Humse..
Oh Humse...
Oh Humse pyar kar le tu, Giraftaar kar le tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyar kar le tu
Humse...

Chalo maana tu mere ishq mein pagal deewana hai
Chalo maana teri hasrat mere aur paas aana hai
Magar yeh maan loo kaise? tera iqraar saccha hai
Mujhe kaise yakeen aaye? ki tera pyaar saccha hai
Tera pyaar saccha hai tera pyaar saccha hai

Tu qaatil hai toh aa ja na mujhe bhi qatl kar de tu
Tu zaalim hai toh aa ja na mujhe bhi zakhm de de tu
Hai tera husn agar talwaar toh le pesh seena
Magar seene ke andar bhi dhadakta ik nagina hai
Dhadakta ik nagina hai, dhadakta ik nagina hai

Haan bacha ke rakh tu yeh jazbat ke tere kaam aayenge
Bacha ke rakh tu yeh jazbat tere kaam aayenge
Jo tu bhi pee sake mehfil mein woh bhi jaam aayenge

Haan aake aazma le humein, ho jaayegi aashiq tu
Humse pyar kar le tu, Humse pyar kar le tu
Ho Humse pyar humse pyaar giraftaar karle tu
Humse pyaar karle tu Humse pyaar karle tu
Humse pyaar humse pyaar Giraftaar kar le tu
Humse pyar karle tu Humse pyar karle tu...


Mukhtasar

Song: Mukhtasar
Movie: Teri Meri Kahaani (2012)
Singer: Wajid Ali
Composer: Sajid-Wajid


Mukhtasar mulaqat hai
Ankahi koi baat hai
Phir raat ki shaitaniyaan
Yaa alag, yeh jazbat hain
Mukhtasar mulaqat hai
Ankahi koi baat hai
Ankahi koi baat hai...

Mukhtasar mulaqat hai
Ankahi koi baat hai
Phir raat ki shaitaniyaan
Yaa alag, yeh jazbat hai

I can't control this feeling
Don't know whats going on
But I wanna let go, oo woo

Mausam yeh kehta hai
Bheege andhero'n mein
Dubki lagate hain aa
Par mujhko lagta hai
Main rok loon khud ko
Ehsaas hai, yeh naya
Kya hua, main hoon bekhabar
Hai naya saa, suhana asar
Jeet hai ya maat hai
Mukhtasar mulakat hai
Ankahi koi baat hai

Yeh toh suna tha
Ke kuch aisa hota hai
Par mujhko bhi ho gaya
Meri toh duniya bilkul alag thi
Andaaz woh kho gaya
Dekhna, doobna ho gaya
Doobna, tairna ho gaya
Kya asar mere saath hai
Mukhtasar mulaqat hai
Ankahi koi baat hai
Phir raat ki, shaitaniyaan
Ya alag, yeh jazbat hai




ad

In Association with Amazon.in