Showing posts with label Aashish Pandit. Show all posts
Showing posts with label Aashish Pandit. Show all posts

Friday, May 29, 2015

Main Kya Karoon

Song: Main Kya Karoon
Movie: Barfi (2012)
Singer: Nikhil Paul George
Music: Pritam
Lyrics: Aashish Pandit



Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
hmm..
Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main..
Ab kya karoon
hmm.. Kehne pe chalta nahi
Kuch dinon se meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Main kya karoon.. (keeps repeating)

Karta.. aawaargi 
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane, gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki

Karta hai awaargi 
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Ulti ye baat hai
Aise haalaat hai
Ghalati kare ye, main bharu!

Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon
Main kya karoon... (keeps repeating)

Dil pe mera, kaabu nahi
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main ab kya karoon
hmm.. Kehne pe, chalta nahi
Kuch dinon se, meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main ooh uff main kya karoon

Main kya karoon.. (keeps repeating)


ad

In Association with Amazon.in