Showing posts with label Danish Sabri. Show all posts
Showing posts with label Danish Sabri. Show all posts

Tuesday, April 28, 2015

Baaki Sab First Class Hai

Song: Baaki Sab First Class Hai
Movie: Jai Ho (2014)
Singer: Wajid
Lyrics: Wajid, Irfan Kamal, Danish Sabri
Music: Sajid-Wajid

Apna kaam banta, bhaad mein jaaye janta
Apna kaam banta, bhaad mein jaaye janta
Goonge behron ki nagri, kaun kisi ki sunta
Apna kaam banta, bhaad mein jaaye janta

Ye desh tha veer jawaano ka
Ab reh gaya beimano ka
Ye desh tha veer jawaano ka
Ab reh gaya beimano ka
Arey badal gaya itihaas hai
Raawan ki leela paas hai...

Raawan ki leela paas hai
Baaki sab first class hai
Aam aadmi udaas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai

Paisa paisa haaye re paisa
Paisa paisa haaye re paisa
Paisa paisa haaye re paisa
Upar leke jaaun kaisa ho..

Paise ki aapa-dhaaapi hai
Bholi soorat mein paapi hai
Gar jeb mein rishvat rakh do to
Tumhe har galti ki maafi hai

Sacchai ke munh pe, taala hai
Jhoote ka bol-baala hai
Arey itna ghotala karte hain
Ye kehte nahi darte hain
Sachchai ka kaam tumhara hai
Lekin ye desh humara hai
Lekin ye desh humara hai
Lekin ye desh humara hai

Kheton mein ab bhi sookha hai
Mango-man apna bhookha hai
Kehte hain India great hai
Yahaan betiyaan unsafe hain

Arey badal gaya itihaas hai
Raawan ki leela paas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai

Education neeyam tight karo
Future generation bright karo
Apna haq khud badhkar chheeno
Tum bhrastachar se fight karo

Haathon mein apne haath to do
Le lenge inko ghere mein
Abb dekhna chahte hain hum bhi iss desh ko naye savere mein

Saara jahaan humara hai
Saara jahaan humara hai

Yeh aane wali peedhi hai
Yehi development ki seedhi hai
Manzil paani hai toh bhaago
Gar chain se sona hai, jaago
Hum badlenge itihaas re
Phir milke kahein jhakkas hai
Baaki sab first class hai
Phir milke kahein jhakkas hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai
Baaki sab first class hai


Monday, April 20, 2015

Babaji Ka Thullu

Song: Babaji Ka Thullu
Movie: Dolly Ki Doli (2014)
Singer: Wajid, Rap: Danish Sabri
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Danish Sabri
Aaj bata doon khul ke main dear
Pyaar ye mera koi dhons nahi hai

Kab tak kaatun teri galiyon ke chakkar
Ab tak koi response nahi hai
Din bhar, ho din bhar
O din bhar tere peeche dodun kutte ki tarah
O raat bhar main sadun, jaise chhat par ullu
O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..

O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Babaji ka thullu, babaji ka thullu..
O iss pyaar mein O mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu.. 

Mere phone message ka na kare koi reply
Shayad side mein betha hoga chota wala bhai
Maine saari kamaai tere upar lutaai
Mere mummy-daddy ne bhi meri waat lagaai
Main toh cheekh cheekh bolun tujhe pyar karun
Tu toh ho gayi hai behri, tujhe deta nahi sunaai

Dil ye hamaara shaitan bahut hai
Darling tu bhi beimaan bahut hai
Dekh tere cheeks pe laali
Apni neeyat bhi badal gayi saali
Naam ke tere main ratta maarun
Bhajan karun ya karun main qawwali
O Hi Hello...
Hi Hello tu to karti hai ghairon ke sang
Hum toh pakde khade teri saari ka pallu

O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..
O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..

Love ke aage main lachaar ho gaya
Pyaar nahi mujhko bukhaar ho gaya
Tu jo bulaave coffee date pe
Hum toh pahunche India Gate pe
Hum jo bulaave betho in my car
Na aati, tu banaati hai bahaane hazaar
O din bhar o din bhar
O din bhar tere piche dodun tattu ki tarah
Ho Banares ya Delhi Manali ho ya Kullu

O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..
O tere pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..
O iss pyaar mein mujhko kya mila
Babaji ka thullu..

O babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Babaji ka thullu, babaji ka thullu..
Iss pyaar mein O mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu.. 
O tere pyaar mein mujhko kya mila hai
Babaji ka thullu..


Friday, April 17, 2015

Song: Main Toh Superman, Salman Ka Fan

Song: Main Toh Superman, Salman Ka Fan
Movie: Tevar
Singer: Wajid
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Kausar Munir, Danish Sabri, Sajid

Ek bata dun aap se...
Nahi darta kisi ke baap se

Ek bata doon aap se
Nahi darta kisi ke baap se
Ja mere naam ke bill faad le...
Arey ja mere naam ke bill faad
Jo ukhaadna ukhaad le..

Main toh Superman, Salman ka fan
Jo leve panga, kar dun maa-bhan
Oh main toh superman (woh Pinte!)
Salman ka fan (woh Pinte!)
Jo leve panga, kar dun maa-bhan (woh Pinte!)

Main toh Superman, Salman ka fan
Jo leve panga, kar dun maa-bhan (woh Pinte!)

Haaye de dana dan dete hain
Sun ke hum nahi lete hain
Hai koi to hoga apne ghar mein wo nawaab
Kharcha paani maange jo
Poori khaatir karte hain
Khade khade chutte kar dete hain sare hisab

Ho Seedhi saadi apni asha
Prem pyaar ki bolo bhasha
Jaan ke koi na samjhe to karte hain tamasha
Aaya hun main parde faad ke.. faad ke.. haan
Aaya hun main parde faad ke
Jaaunga jhande gaad ke

Main toh superman, Salman ka fan
Jo leve panga, kar dun maa-bhan
Aa aa I'm a Superman.. What?
Hey...... What?
Hey...... What?
I'm a Superman
I'm a.... I'm a..
I'm a superman

Arrey Amma kya bigadengi
Daddy kya sudharenge
Hain jalebi jaisi aankhe, baanke re hum..
Teacher kya padhayega
Knowledge kya badhayega
Mauj ki college ke hain seekhe-sikhaye hum

Apni marzi ke hain malange
Bematlab nahi lete pange
Jaan ke koi bhid jaaye to kar dete hain dange
Duniyadaari jaye bhaad mein
Duniyadaari jaye bhaad mein
Mast hoon apne haal mein
Superman, Salman ka fan
Jo leve panga kar doon maa-bhan

Main toh superman (woh Pinte!)
Salman ka fan (woh Pinte!)
Jo leve panga, kar dun maa-bhan (woh Pinte!)
Oh main toh superman, Salman ka fan
Jo leve panga, kar dun maa-bhan (woh Pinte..)



ad

In Association with Amazon.in