Showing posts with label Ajay Devgan song. Show all posts
Showing posts with label Ajay Devgan song. Show all posts

Saturday, August 24, 2013

Jise Dekh Meraa Dil Dhadka

Song : Jise Dekh Meraa Dil Dhadka
Movie : Phool aur Kaante(1991)
Music : Nadeem-Shravan
Lyrics : Sameer & Rani Malik
Singers : Kumar Sanu



Jise dekh meraa dil dhadka, meree jaan tadapatee hai
Koyee jannat kee woh hur nahee, mere college kee ek ladakee hai

Yeh moranee ke jaisee chaale isakee, adaaye kaatil badee
Nikle jidhar se kushbu ude, kitnee hasin hai yeh gulchhadee
Nikle jidhar kuchh aaj hai hone vaala meree aankh phadakatee hai
Koyee jannat kee woh hur...

Mujhako yeh meree laila lage, isape luta du mai jindagee
Jee chaahe isake lab chum lu, hans ke chura lu isakee hansee
Ise chhu ke meree saanso me koyee aag dahakatee hai
Koyee jannat kee woh hur...

Maine Pyaar Tumhee Se Kiya Hai

Song : Maine Pyaar Tumhee Se Kiya Hai
Movie : Phool aur Kaante(1991)
Music : Nadeem-Shravan
Lyrics : Sameer & Rani Malik
Singers : Kumar Sanu & Anuradha Paudwal



Maine pyaar tumhee se kiya hai, maine dil bhee tumhee ko diya hai
Abb chaahe jo ho jaaye
Mai duniya se abb naa daru
Tujhee se mai pyaar karu... (2)

Ailaan yahee karne aaya, mai aaj yahan marne aaya
Ruswa tujhe mai kar jaaunga, kha ke jehar abb mar jaaunga... (2)
Maine pyaar tumhee se...

Dilwaale agar mil jaaye yaha, phir nind kise phir chain kaha
O tere liye aahe bharta hai dil
Teree aisee baato se darata hai dil... (2)
Maine pyaar tumhee se

Baanho me teree din raat rahu, jag chhod du mai o tere saath rahu
O saanso me basa lu aaj tujhako
Tere bina jina nahee mujhako... (2)
Maine pyaar tumhee se

Dheere Dheere Pyaar Ko

Song : Dheere Dheere Pyaar Ko
Movie : Phool aur Kaante (1991)
Music : Nadeem-Shravan
Lyrics : Sameer & Rani Malik
Singers : Alka Yagnik & Kumar Sanu



Dheere Dheere Pyaar Ko Badhaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Dheere Dheere Pyaar Ko Badhaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Mujhe Bas Tujhse Dil Lagaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Dheere Dheere Pyaar Ko Badhaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Aisi Zindagi Hogi, Har Taraf Khushi Hogi
Itna Pyaar Doonga Tujhe, Ae Mere Sanam

Ab Na Koi Gham Hoga, Na Yeh Pyaar Kam Hoga
Saathi Mere Mujhko Tere Sar Ki Hai Kasam

Ek Duje Ko Aazmaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Dheere Dheere Pyaar Ko Badhaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Main Akela Kya Karta, Aise Hi Aahein Bharta
Tere Pyaar Ke Liye Tadapta Ang Bhar

Jaane Kya Main Kar Jaati, Yun Tadapke Mar Jaati
Bin Tere Bhalaa Kaise Katataa Yeh Safar

Tere Liye Marke Bhi Dikhaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Dheere Dheere Pyaar Ko Badhaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Tera Chaand Sa Mukhda To Jigar Ka Hai Tukda
Tu Hamaare Sapnon Ki Jheel Ka Kanwal

Jaan Se Tu Hai Pyaara, Haathon Ka Tu Hai Taara
Bin Tere Jeeyenge Ab Hum Na Ek Pal

Sab Kuch Tujhpe Hi Lutaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Dheere Dheere Pyaar Ko Badhaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai

Mujhe Bas Tujhse Dil Lagaana Hai
Had Se Guzar Jaana Hai
Ho, Had Se Guzar Jaana Hai

Haan, Had Se Guzar Jaana Hai

Wednesday, August 21, 2013

Pee loon

Song : Pee Loon
Movie : Once Upon a time in Mumbaai(2010)
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Sameer
Singers : Mohit Chauhan




Pee loon tere neelay neelay nainon se shabnam
Pee loon tere geelay geelay hoto ki sargam
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan, ke main toh kurbaan
Sun le zara, tera kurbaan

Hosh mein rahun kyun aaj main
Tu meri baahon mein simti hai, mujh mein samayi hai yun
Jis tarah ki koi hum nadi, tu mere seenay mein chupti hai sagar tumhara main hoon
Pee loon teri dheemi dheemi lehron ki cham cham
Pee loon teri saundi saundi saanson ko har dum
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai

Shaam ko milun jo main tujhe
Toh bura subah na jaane tu kuch maan jaati hai yeh
Har lamha, har gadi har pehar
Hi teri yaadon se tadpa ke mujhko jalati hai yeh
Pee loon main dheere dheere jalne ka yeh gumm
Pee loon inn gore gore haanthon se hum dum
Pee loon hai peenay ka mausam
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere sang ishq taari hai
Tere sang ik khumari hai
Tere sang chain bhi mujhko
Tere sang bekraari hai
Tere bin jee nahi lagda, tere bin jee nahi sakda
Tujhpe hai haare maine vaare do jahan, kurbaan, meharbaan, ke main toh kurbaan
Sun le zara, tera kurbaan

Tum Jo Aaye

Song : Tum Jo Aaye
Movie : Once Upon a time in Mumbaai(2010)
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Irshad Kamil
Singers : Rahat Fateh Ali Khan & Tulsi Kumar




Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Tum Jo Aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Chahaton ka mazaa, faasalon mein nahin
Aa chupa loon tumhe hauslon mein kahin
Sab se upar likha, hai tere naam ko
Khwaishon se jude silsilon mein kahin

Khwaishein milne ki tumse, khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
Mere dil ki jeet meri baat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Zindagi bewafa hai yeh maana magar
Chod kar raah mein jaoge tum agar
Cheen launga main aasman se tumhe
Soona hoga na yeh, do dilon ka nagar

Raunke hain dil ke dar pe, raunke hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
Meri kismat bhi tumhari, saath ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke, sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi.

Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, rab ne milaya tumhe,
honthon pe sajaya tumhe, nag mein sagaya tumhe
Paaya maine, paaya tumhe, sab se chupaya tumhe,
sapna banaya tumhe, neendhon mein bulaya tumhe.

Sunday, August 18, 2013

Jab Se Dekhi Hai

Song : Jab Se Dekhi Hai
Movie : Bol Bachchan
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Sameer
Singers : Mohit Chauhan




Jab Se Dekhi Hai jhalak tumhari
Ya allah, ya allah

Jab se dekhi hai jhalak tumhari
Tab se rehti hai dil mein kasak tumhari
Ya allah, ya allah
Jaan lega meri tera ishq

Jab se dekhi hai jhalak tumhari
Raat din lamha lamha
Teri yadoon ka sajda
Mere dil mein hamesha kiya
Mere mann ki gehraayion mein
Apni parchaayion mein
Bas tera ishq maine jiya
Jaan lega meri tera ishq
Ya allah
Jab se dekhi hai jhalak tumhari

Tumne meri lagan ko
Sabr ki anjuman ko
Kyun yeh doori ka aalam diya
Thum gayi meri aahein
Namm huyi yeh nigaahein
Jab tera naam maine liya
Jaan lega meri tera ishq
Ya allah

Jab se dekhi hai jhalak tumhari
Tab se rehti hai dil mein kasak tumhari
Ya allah, ya allah

Nach Le Nach Le

Song : Nach Le Nach Le
Movie : Bol Bachchan
Music : Ajay-Atul
Lyrics : Swanand Kirkire
Singers : Sukhwinder Singh & Shreya Ghoshal



Chupke se chori karo
Chori mein kitna mazaa
Phir seena zori karo
Duniya se nazrein bachaa
Pakde agar jo gaye
Moti milegi sazaa
Duniya se darr jo gaye
Dhadkan ki dholak bajaa
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Nach Le Nach Le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal

Masti chura aur thodi khushiyaan chura
Hai ghum ka pehra bada
Duniya mein kya hai kyun hai kab hai kaisa hai socho na sapna sajaa
Sapne mein pankh laga
Usko falak mein udaa
Tu hi toh rab hai rab hai rab hai tera
Ghum ki kya fikar hai tujhko, jee le aaj re
Dil khuli kitaab hai, jo chaahe baach le
Bank saath bhangra tu kuch bhi naach le
Garba jiska daandiya tu jee le aaj re
Nach le nach le
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal

Chup chupke aaya koi
Oh haule se dil mein ghusa
Aur phir ijazat bina
Chori se dil mein basaa
Main toh behakne lagi
Jeene ka aaya mazaa
Palkon mein sapne saje
Saanson ka saaz bajaa

Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal

Aye chori hua dil toh yeh chori hua
Kab jaane tere hua
Yaara oh tere bina mera jeena bhi kya jeena
Yeh kya hua, jaanu na kaisa hua
Khela ishq ka juaa
Kar baithi thodi teekhi thodi meethi khataa
Dil ko bha gaye hai tere andaaz re
Aankhon se bhi khul na paaye apna raaz re

Hey jadoo tera chal gaya hai hum pe aaj re
Pyaar ka khumar leke tu bhi naach le
Nach le...
Nach le nach le
Khul ke tu nach le
Ultaade dhun aur paltaade taal
Nach le nach le
Jee bhar ke nach le
Karde bawaal uthe dil mein bhuchaal

Chalao Na Naino Se

Song : Chalao Na Naino Se
Movie : Bol bachchan
Music : Himesh Reshammiya
Lyrics : Shabbir Ahmed
Singers : Himesh Reshammiya, Shreya Ghoshal & Rahat Fateh Ali Khan




Chalao Na Naino Se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re
Kahin nikal na jaaye... (4)
Humri body se, humri body se
Humri body se praan re umm
Humri body se praan re umm

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re

Jaan lelo na jaan re, jaan lelo na jaan re

Shaamil na ho... (4)
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein naam re umm
Humra bhooton mein naam re umm

Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re

Maare gulati haye mora jiya
Mori kalaayi na modh piya
Maare gulati haye mora jiya
Mori kalaayi na modh piya
Tori kalaayi na chodenge hum
Tore bin hum adhoore hai raam kasam

Kahin nikal na jaaye... (4)
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re umm
Humri body se praan re umm

Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re
Umm umm umm umm

Vaani teri badi garma garam
Jaa besharam mohe aaye sharam
Vaani teri badi garma garam
Jaa besharam mohe aaye sharam

Sharmo haya ki chodo fikar
Zindagi chaar din ki mere humsafar

Kahin nikal na jaaye... (4)
Humri body se
Humri body se
Humri body se praan re umm
Humri body se praan re umm
Chalao na naino se baan re
Chalao na naino se baan re
Jaan le lo na jaan re
Jaan le lo na jaan re

Shaamil na ho... (4)
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein
Humra bhooton mein naam re umm
Humra bhooton mein naam re umm
Chalao na naino se baan re
Jaan lelo na jaan re... (4)

Saturday, August 17, 2013

Sauda hai dil ka

Song : Sauda hai dil ka
Movie : Aakrosh
Music : Pritam Chakraborty
Lyrics : Irshad Kamil
Singers : Anupam Amod

Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar

Sauda hai dil ka yeh, tu kar bhi le
Mera jahaan baahon mein tu bhar bhi le
Saude mein de kasam, kasam bhi le
Aake tu nigaahon mein sanwar bhi le
Sauda udaanon ka hai ya aasmaano ka hai
Le le udaane meri, le mere par bhi le
Sauda umeedon ka hai, khwaabon ka neendon ka hai
Le le tu neendein meri, naino mein ghar bhi le

Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar

Dil kahe tere main honton se, baaton ko chupke se loon utha
Uss jagah dheere se, haule se, geeton ko apne main doon bitha
Ho dil kahe tere main honton se, baaton ko chupke se loon utha
Uss jagah dheere se, haule se, geeton ko apne main doon bitha
Sauda taraanon ka hai, dil ke fasaano ka hai
Le le taraane mere, honton pe dhar bhi le
Sauda ujaalon ka hai, roshan khayalon ka hai
Le le ujaale mere, aaja nazar bhi le

Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar

Seedhay saade, seedha seedha.
Maine tum ko, tune main ko

Main kabhi bhoolunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri, aadatein kaise bhoolun bhala
Oo main kabhi bhoolunga na tujhe, chaahe tu mujhko dena bhula
Aadatein jaisi hai tu meri, aadatein kaise bhoolun bhala

Sauda yeh vaadon ka hai, yaadon iraadon ka hai
Le le tu vaade chaahe tu toh mukar bhi le
Sauda ishaaron ka hai, chaahat ke maaron ka hai
Le le ishaare mere, inn ka asar bhi le

Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar
Seedhay saade saara saula seedha seedha hona jee
Maine tum ko paana hai ya tune main ko khona jee
Aaja dil ki karein saude baazi, kya naraazi arrey aare aare yaar

ad

In Association with Amazon.in