Showing posts with label Aditi Singh Sharma. Show all posts
Showing posts with label Aditi Singh Sharma. Show all posts

Sunday, May 3, 2015

Blame The Night

Song: Blame The Night
Movie: Holiday (2014)
Singers: Arijit Singh, Aditi Singh Sharma, Piyush Kapoor
Music: Pritam
Lyrics: Irshad Kamil


(Piyush Kapoor)
Yaara zindagi ko jeene ka bahana hai yehi
Hai bahana yeh purana, toh purana hi sahi
Starters mein hai shararat, kar le mohabbat
Don't blame it on me, just Blame The Night

(Arijit Singh)
Thodi raaton pe khumaariyon ki baarish karein
Aaj beete nahi unsey guzaarish karein
So just on a mohabbat kar le sharaarat
Don't blame it on me, just Blame The Night..
Blame the Night
Blame the Night
Blame the Night


Blame the Night
Blame the Night
Blame the Night
Blame it on the ni.. na na na...

(Piyush Kapoor)
Mood mein karo jo karo, shame na karo
Main jo out ho gaya, mujhe blame na karo
So just skip the sharafat, kar le mohabbat
Don't blame it on me, just blame the night!

(Aditi Singh Sharma)
Meri chaahaton mein chaahaton ko apni mila
Thoda peele mujhe aadha, thoda khud ko pila
So just on hai mohabbat, kar le shararat..
Don't blame it on me, just blame the night...

(Arijit Singh)
Blame the Night
Blame the Night
Blame the Night
Blame it on the ni.. na na na...

(Aditi Singh Sharma)
Madhoshiyaan si chaahat ki chhaane de
Do ghoont aur chaahat pee jaane de
Ye ruke na ab silsila
Jaise chaahe tu pila
Ab hoga na koi gilaa aa..

Blame the Night
Blame the Night
Blame the Night
Blame it on the ni.. na na na...


Wednesday, April 29, 2015

Gulcharrey

Song: Gulcharrey
Movie: Bewakoofiyaan (2014)
Singers: Benny Dayal, Aditi Singh Sharma
Music: Raghu Dixit
Lyrics: Anvita Dutt

Aye, fikron ki poonchon pe hai, patakhon ki ladi
Fitrat patang jaisi, aawara hai badi
Hum mein toh hi hai bacchu, auqaat enth ki
Pango se pange le lein, dikhaayein hekdi

Saare chichoron ko, hum hi sikhaate hain
Aishon ki kunji, likhate padhaate
Noton ki baarish hai, Sikke phuwaare hain
Bheega hai saara jahaan...

Jebon mein bhare gulcharrey
Raeesi kare gulcharrey
Show-shaa se bhare gulcharrey
Tadi se ude gulcharrey
Ude gulcharrey...

Aye, sapno ke poster wah bhai din me bhi dikhte hain
Satrangi packeton mein market mein bikte hain
Apna bas chale toh bhaari si sale pe
Chanda taare na chhode
Woh bhi khareed lein
Betuki baaton ki, tuk hum bana lenge
Hum toh jee bhai gham bhi khilli uda lenge
Hum na akele hain
Apni ye saazish mein shaamil hai saara jahaan

Jebon mein bhare gulcharrey
Raeesi kare gulcharrey
Show-shaa se bhare gulchare
Tadi se ude gulcharre
Ude gulcharrey...

Kal ki hum abhi soche kyun
Jeene ko yeh pal kaafi hai
Jo din hai humne dekha nahi
Uspe hum kyun bharosa karein
Sabhi ko chhodo sab chutki mein milta hai
Noodle ke jaise sab minton mein pakta hai
Dum bhar ki khushiyaan hain
Pal bhar mein milti hain
Maang ke dekho zaraa...

Jebon mein bhare gulcharrey
Raeesi kare gulcharrey
Show-sha se bhare gulchare
Tadi se ude gulcharre
Ude gulcharrey...


Friday, April 17, 2015

Sooraj Dooba Hai


Song: Sooraj Dooba Hai
Movie: Roy
Singers: Arijit Singh, Aditi Singh Sharma
Music: Amaal Mallik
Lyrics: Kumaar

Matalbi ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun
Khud ki bhi sun le kabhi

Matalbi ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun
Khud ki bhi sun le kabhi

Kuch baat ghalat bhi ho jaaye
Kuch der ye dil bhi kho jaaye
Befikar dhadkane, iss tarah se chale
Shor goonje yahaan se wahaan

Sooraj dooba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Sooraj dooba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Ask me for anything
I can give you everything
Raste bhula do saare gharbaar ke
Ask me for anything
I can give you everything
Gham tum bhula do saare sansaar ke
(ooo...)

Ataa pataa rahe na kisi ka humein
Yehi kahe ye pal zindagi ka humein
Ataa pataa rahe na kisi ka
Yehi kahe ye pal zindagi ka
Ki khudgarz si khwahish liye
Be-saans bhi hum-tum jiye
Hai gulaabi gulaabi samaa..

Suraj dooba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Suraj dooba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Matalbi ho ja zara matlabi
Duniya ki sunta hai kyun..
Khud ki bhi sun le kabhi

Chale nahi ude aasmaan pe abhi..
Pata na ho hai jaana kahaan pe abhi..
Chale nahi ude aasmaan pe
Pata na ho hai jaana kahaan pe
Ki be-manzilein ho sab raaste
Duniya se hon zara faasle
Kuch khud se bhi ho dooriyaa

Sooraj dooba hai yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Raste bhula do saare gharbaar ke
Sooraj dooba hain yaaron
Do ghoont nashe ke maaro
Gham tum bhula do saare sansaar ke

Ask me for anything
I can give you everything
(ooo... )
Ask me for anything
I can give you everything
(ooo... )


ad

In Association with Amazon.in