Song : Haan Jab Tak Hai Jaan
-?
Music : R D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Singers : Lata Mangeshkar
| |
Haan Jab tak hai jaan jaane jahan Main naachoongi... Main naachoongi... Main naachoongi... Main naachoongi... Pyaar kabhi bhi marta nahin Maut se bhi yeh darta nahin... (2) Lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum Zinda rahegi hamaari daastaan O haan, jab tak hai jaan jaane jahan Main naachoongi Toot jaaye paayal toh kya Paaon ho jaaye ghaayal toh kya... (2) Dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to Dena padega mohabbat ka imtehaan O haan jab tak hai jaan jaane jahan Main naachoongi... (4) Yeh nazar jhuk sakti nahin Yeh zubaan ruk sakti nahin... (2) Main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya Bebas hoon lekin nahin main bezubaan O haan jab tak hai jaan jaane jahan Main naachoongi Haan jab tak hai jaan jaane jahan Main naachoongi... (5) |
You will found all types of hollywood, bollywood movies/album song lyrics here.
Showing posts with label Haan Jab Tak Hai Jaan lyrics. Show all posts
Showing posts with label Haan Jab Tak Hai Jaan lyrics. Show all posts
Friday, August 16, 2013
Haan Jab Tak Hai Jaan
Subscribe to:
Posts (Atom)