Friday, May 29, 2015

Angreji Beat

Song: Angreji Beat
Movie: Cocktail (2012)
Singer: Honey Singh and Gippy Grewal
composed by: Honey Singh


Mundeyan nu chad.di thaari-thhari 
Thhari ohdi heat te
Marjaani paundi bhangra

Angreji beat te (x4)

Ohde silky silky waal nasal di gori aa
Oh 6 footi muteyaar ganne di pori aa
Khafa rata ni hundi kise di cheat te
Marjaani paundi bhangra

Angreji beat te. (x4)

O khad taan ja tu nede aa
Bhai idda naa tu gede kha
Oh kahton enni desperate
Saanu dasde ke ae rate

Shoe teri da, dress teri da
Ghadi jo paayi, guess teri da
Chaaro paase vekh lai kudiye
Charcha hotness teri da

Nachdi mainu lagdi shudain
Sacchi main taan ho gaya fan
Machdi hik nu saambh kude
Ni tenu government ne kar dena ban
That is why salah ik laila
Main tera majnu bann meri laila
Main teri laila, oh meri laila
Khad ja pehla saah taan laila
Marjaani paundi bhangra

Angreji beat te - x4

Poori beer-sheer pee ke rum chada gi oye
Marjaani nachdi nachdi, gota kha gi oye
Kehnde hundi kharabi, peeti neat te
Marjaani paundi bhangra

Angreji beat te - x4


Tumhi Ho Bandhu

Song: Tumhi Ho Bandhu 
Movie: Cocktail (2012)
Singer: Kavita Seth & Neeraj Shridha
lyrics: Irshad Kamil

Yaara tere sadke ishq sikha main toh
Aayi jug taj ke ishq sikha
Main toh yaara tere sadke ishq sikha main toh
Aayi jug taj ke ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Jug mujhpe lagaaye pabandi
Main hoon hi nahi iss duniya ki

Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi (x2)


Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

Dil ki takhti par hoon likhti
Ishqaa.. ishqaan
Jug kya jaane dil ko mere
Ishqaa.. kiska (x2)

Lag yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu jeet meri, jug haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki

Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi (x2)

Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi

Ban ke chahat nazron se khat likhna likhna
Tu hai jaisa, mujhko waisa dikhna dikhna (x2)

Be sabaq suroron ka saaqi
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu paas mere jug paas mere
Main hoon hi nahi iss duniya ki

Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi (x2)

Every time every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi...
Tumhi din chadhe, Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi


Thursday, May 28, 2015

Morcha

Song: Morcha
Movie: Shanghai (2012)
Singer: Vishal Dadlani & Raja Hasan
composed by: Vishal-Shekhar.
Lyrics: Vishal Dadlani

Oh ho haq se milega sabko
Sab ko haq se milega re
Dekh unnati ka chakka aur jaldi chalega re
Har ghar mein light bhi hoga
Ghar-ghar mein pani bhi
Mauqa hai yehi ab toh 
Aaja re, aaja re, aaja re, aaja

Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai
Mukti hai mutthi hai [x2]
[Muthi hai morcha..]

Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai
Mukti hai mutthi hai Morcha [x2]
[Shakti hai morcha]

Ho ho ho Doctor, Engineer honge
Kal ke saare bacche [Morcha]
Sapno mein jo hai dekha 
Woh desh banayenge [Morcha]
Naa honge kaale dhandhe
Naa hoga bhrastachar [Morcha]
Khushaaliyon se bhara bhavishya
Dega re, dega re, dega re, dega

Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai
Mukti hai mutthi hai [x2]
Morcha bol morcha
[Muthi hai morcha..]

Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai
Mukti hai mutthi hai Morcha [x2]
[Shakti hai morcha]

Morcha - Ye morcha desh ka hai re
Morcha - Har insaan desh ka hai re
Morcha - Haan desh bhi apna hai re
Chal aaja bana le, jama le desh ka morcha

Oh ho haq se milega sabko
Sabko haq se milega re
Ye unnati ka chakka aur jaldi chalega re
Har ghar mein light bhi hoga
Ghar-ghar mein pani bhi
Mauqa hai yehi ab tto
Aaja re aaja re aaja re aaja

Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai
Mukti hai mutthi hai [x2]
[Muthi hai morcha..]

Morcha bol morcha
Bhakti hai shakti hai
Mukti hai mutthi hai Morcha [x2]
[Shakti hai morcha]

Khudaaya

Song: Khudaaya
Movie: Shanghai (2012)
Singers: Shekhar Ravjiani, Raja Hasan
Composers: Vishal-Shekhar
Lyricist: Neelesh Misra


Rehmat khuda kar zara ik dafa
Dil dene ka keh zara falsafa
Ye naacheez ik cheez uski maange hai tujhse
Musafir ye dehleez uski maange hai tujhse
Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata?
Pataa kar.
Main uske bina be-pata hoon
Be-pata be-pata be-pata hoon

Tezz kyu befiqr mann dhundhal ke melu aaye
Lamho ki iss bheed mein 
Mujhko pal de fursat ke
Madmast kambakht fiqrein dikhaye...
Oh itraaye

Bas ik khayal uska dil ki fitrat badal de
Dil dene ka keh zara falsafa
Hai chaha usey shiddaton se yun toot kar ke
Woh kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke

Khudaaya tu bata Kahaan uska pata? pata kar.
Main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu
Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata? 
Pata kar.
Main uske bina bepata hu
Bepata bepata bepata hu


Duaa

Song: Duaa
Movie: Shanghai (2012)
Singer: Nandini Srikar, Arijit Singh, Shekhar Ravjiani
Composer: Vishal-Shekhar
Lyricist: Kumaar

Kise poochu..
Hai aisa kyu?
Bejubaan saa ye jahaan hai

Khushi ke pal
Kahaan dhoondu?
Benishaan sa waqt bhi yahaan hai

Jaane kitne labon pe gile hain
Zindagi se kayi faasle hain

Paseejte hai sapne kyun aankhon mein
Lakeere jab chhoote inn haathon se yun bewajah

Jo bheji thi dua
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (x2)


Saanson ne kahaan rukh mod liya
Koi raah nazar mein naa aaye
Dhadkan ne kahaan dil chhod diya
Kahaan chhode in jismon ne saaye

Yehi baar baar sochta hoon tanha main yahaan
Mere saath-saath chal raha hai yaadon ka dhuaan

Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasmaan se yun takra gayi
Ki aa gayi hai laut ke sadaa (x2)


Imported Kamariya

Song: Imported Kamariya
Movie: Shanghai (2012)
Singer: Richa Sharma, Vishal Dadlani, Shekhar Ravjiani
Composer: Vishal-Shekhar
Lyricist: Anvita Dutt Guptan

Dukam Dukam dakum.......
Ho ho ho....
Door sehar se humka laga India aisa place
Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des
Hum kaah jaane, hum kaah jaane
Hum kaah jaane thhay
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arey nikli India aage jeeti bog race ki race 
Tabhi toh... tabhi toh...
Oh mori imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey mori imported kamariya Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi

Arey kheech ke laayi India
Tori imported kamariya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
India jaan le gayi

Dukam Dukam dukam.......

Haaye!
Chillam mein bhar lo arey aisi ye lat hai
Bachne ka plan chhod - NO If, NO But hai
Chhabbis kishto mein bant gayi jawaani
TV pe aati najar hai
Lagi lagi loudspeaker pe 
baji baji Remix ki dhun par

Firangi meri angdaai hai
Aayi mori imported kamariya
Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Oh mori imported kamariya
Chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi

Arey kheech ke laayi India
Tori imported kamariya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
India jaan le gayi

Jeet bhaav mein shehar gaanv mein bechta Nirvana
Shirt-Pant mein bhes badal kar Dhoti-Paijama
Baj gaye baj gaye dil ki dhun pe 
Band bajaiya, Rog lagaiya 
Jinda na chhode tu jaalim maaregi bhaiya

Oye Hoye Door sehar se humka laga India aisa place
Oont-gaay pe aata jaata hoga sara des
Hum kaah jaane Hum kaah jaane Hum kaah jaane thhay
Skyscraper hoga har kone kone pe
Arey nikli India aage jeeti bog race ki race 
Tabhi toh... tabhi toh...
Oh Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi
Arey Mohri imported kamariya chhant ke aayi duniya
Welcome.. Welcome karti India jaan le gayi


Bharat Mata Ki Jai

Song: Bharat Mata Ki Jai
Movie: Shanghai (2012)
Singer: Vishal Dadlani, Keerthi Sagathia
Composer: Vishal-Shekhar
Lyricist: Dibakar Banerjee

Tak dhina dhin dha... ooh ooh ooh
Tak dhina dhin dha... ooh ooh haa
Tak dhina dhin maar lapad
Phaad chhapad chhat pyare
Na sune baat koi haath hai aur laat pyare
Apun ko bhi naa... abb habit lage laa
Are naach magan kaat mutton roz hai khana

Bharat Mata ki
Bharat Mata ki tum jai bolo jai
Bharat Mata ki jai


Ho Bharat Mata ki
Bharat Mata ki tum jai bolo jai
Bharat Mata ki jai

Sone ki chidiya Dengue, Malaria
Gud bhi hai Gobar bhi
Bharat Mata ki jai

Tak dhina dhin
Hum hoon sarkari hathiyaar pyare
Koi kare aawaazein aitraaz naya dahad pyare
Arey phir na kehna
Arey peechhe hi rehna
Kasam ye khayi, shehar Shanghai
Jo humne kahi rule wahi dhin tanana naa
Bharat Mata ki
Bharat Mata ki tum jai bolo jai
Bharat Mata ki jai

Arey mangta hai hume Chanda abhi
Hume Sooraj abhi
Bolo kya doge?

Dhandha ye agar chanda nahi, donation sahi
Bolo kya doge?

Naach magan kaat mutton roz hume khana
Karke down shutter hume jannat banana
Aana-jana de bajana, Hey

Bharat Maa...
Bharat Maa...
Bharat Maa...
Bharat Mata ki Jai
Sone ki chidiya Dengue, Malaria
Gud bhi hai Gobar bhi
Bharat Mata ki jai

Bharat Mata ki
Bharat Mata ki tum jai bolo jai
Bharat Mata ki jai
Bharat Maa...
Jai bolo Jai Bharat Mata ki tum jai bolo jai
Bharat Mata ki tum jai bolo jai
Bharat Mata ki jai
Jai...


Aafaton Ke Parinde

Song: Aafaton Ke Parinde
Movie: Ishaqzaade (2012)
Singers: Suraj Jagan, Divya Kumar
Song Writer: Kausar Munir
Music: Amit Trivedi



Ishaqzaade...Ishaqzaade...Ishaqzaade...
Hatt hat hat...
Aafaton ke parinde, ishaqzaade
Dil udaa denge phurr.. se, ishaqzaade
Ishq ko aazmaane ishaqzaade
Phadphadate hain phir se ishaqzaade

Halaalon mein, haraamo mein
Jo milte thhe, hazaaro mein
Ishaqzaade, ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein
Ishaqzaade... i.shaq.shaq.zaade... ishaqzaade...
Hatt hat hat...

Sitaaron mein, taaranon mein
Jo milte thhe, faasanon mein
Ishaqzaade, ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein
Hatt hat hat...

Haay haan haa
Deewaare tod de, daraare chhod dein
Ziddo...Ziddo..Zidd...do ko mita dein
Haay haan haa....
Kinare chhod dein
Majhon ko mod dein
Haddon sarhadon ko khudi se mila lein haan...

Na zameen na falak ke, ISHAQZAADE
Khush-khudi ke jahaan mein, ISHAQZAADE
Halaalon mein, haraamo mein
Jo milte thhe, hazaaro mein
Ishaqzaade, ishaqzaade kahaan hai ab jahaanon mein
Ishaqzaade... i.shaq.shaq.zaade... ishaqzaade...

Jhalla Wallah

Song: Jhalla Wallah
Movie: Ishaqzaade (2012)
Singer: Shreya Ghoshal
Song Writer: Kausar Munir
Music: Amit Trivedi

Aa aae...
Jiska naam jigar pe lagaaye chot
Jis ke jaane se bum phate! atom bomb ;)
Ho jaaye bisphot
Aashiqon ki hai shaamat, ya.. aafat hai
Chaand baby hain aayi, qayamat hai.. haaye!

Aashiqon mein jiska title Titanic
Oo aashiqon mein jiska title Titanic
Muaah kinara dikha kar ke dooba de gaya
Jhalla, mera aashiq jhalla wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah aa aa..

Humne samjha tha golden jublee jise
Haaye samjha humne golden jublee jise
Oh Woh tu matinee dekha kar ke chuma le gaya
Jhalla mera aashiq jhalla wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah aa aa..

Mehfil sajno ki gentle-mano ki hai - [x3]
Bewda koi ho jaaye toh aaye mazaa
Aaye! nazron se peene mein kya gunaah hai
Bakhuda kaise peete ho rooh-afshah
Jis lover ki khabar pe paroom hai
Dil ki breaking news usko sunaaye koi
Kaise nazar se kamar ka ratta lage
Isko meri Geometry bhi dikhaye koi
Jhalla, mera aashiq Jhalla Wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah aa aa..

Kya batayein jisko sanam maan kar shab bhar mare
Haye jis ko sanam maan kar shab bhar mare
Woh kameena subah hote phurrr ho gaya
Jis ko mohabbat ka teacher kehte rahe
Woh phateecher ik lesson mein fail ho gaya

Kaske jean pant gentleman jo bane
Raat bhar payjaame se ladta raha

Hum jagate rahe dil jalate rahe
Woh jamhaai raazai mein lagata raha
Jhalla mera aashiq Jhalla Wallah
Mera balma jhalla wallah
Mera jhalla wallah wallah aa aa

Jhalla.. wallah.. wallah.. wallah..
Haa Mera hero, mera aashiq
Mera Majnu, mera sayiaan
Mera balma wallah haye
Mera jhallah wallah haye haye
Hero aashiq jhalla wallah
Saiyyan balma jhalla wallah
Jhalla.. jhalla.. jhalla... wallah


Pareshaan

Song: Pareshaan
Movie: Ishaqzaade (2012)
Singer: Shalmali Kholgade
Song Writer: Kausar Munir
Music: Amit Trivedi

Naye-naye naina mere dhoonde hain
Dar-badar kyun tujhe
Naye-naye manzar yeh tak.te hain
Iss kadar kyun mujhe
Zara-zara phoolon pe jhadne laga dil mera
Zara-zara kaanton se lagne laga dil mera

Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Aatishein woh kahaan
Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Ranjishein hain dhuaan haan..

Gash khaake galiyaan
Mudne lagi hain mudne lagi hain
Raahon se teri judney lagi hain judney lagi hai
Chaubaare saare yeh meelon ke maare se
Poochhe hain tera pata
Zara zara chalne se thakne laga dil mera
Zara zara udne ko karne laga dil mera

Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Dilkashi ka samaa
Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Khwahison ka samaa

Be-baat khud pe marne lagi hoon
Marne lagi hoon
Bebaak aahein bharne lagi hoon
Bharne lagi hoon
Chaahat ke cheete hai, khaare bhi meethe hai
Main kya se kya ho gayi
Zara-zara fitrat badalne laga dil mera
Zara-zara kismat se ladne laga dil mera
Main pareshaan pareshan pareshan pareshaan
Kaisi madhoshiyaan...
Main pareshaan pareshaan pareshaan pareshaan
Mastiyaan Mastiyaan...

Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Aatishein woh kahaan
Main pareshaan pareshan pareshaan pareshaan
Ranjishein hain dhuaan haan..


ad

In Association with Amazon.in