Sunday, May 3, 2015

Raat Bhar

Song: Raat Bhar
Movie: Heropanti (2014)
Singers: 
Arijit Singh, Shreya Ghoshal
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Kausar Munir

Aa raat bhar.. aa raat bhar..
Jaayein na ghar.. jaayein na ghar..
Hai saath tu.. Kya hai fikar
Jaayein na ghar.. aa raat bhar

Jaayein jahaan jahaan jahaan dil kare
Jaane kahaan kahaan kahaan phir mile
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar, jaayein na ghar

Namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai nazaaron mein
Hansne lagi hoon, phansne lagi hoon
Armaan dil mein hazaaron hain

Toh paar de sabhi hadein
Gale lage kabhi nahi hone de sehar
Iss raat mein beete umar, saari umar

Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Jaayein na ghar.. (jaayein na ghar)
Aa raat bhar

Aa raat bhar.. Aa raat bhar..


Rabba

Song: Rabba
Movie: Heropanti (2014)
Singer: Mohit Chauhan
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Kausar Munir


Thodi thodi katthai si uski aankhein
Thodi surme bhari..

Hmm... thodi-thodi katthai si uski aankhein
Thodi surme bhari..

Uske honthon pe muskurayein
Haaye duniya meri
Ho.. chakhna bhi chaahun
Rakhna bhi chaahun
Sabse chhupake usey.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan
Woh hu wo...

Yaaron main kaise kahoon, kya hua?
Hosh hai ab kahin hai kahin yeh hawaa
Phirta hoon khud ko bhulaaye huve
Yaad meri mujhe toh dila do zaraa
Bematlab sa, jeeta raha tha
Ab mill gayi hai wajah.. haay

Yun toh ye dil, haan phisalta nahi
Moam ki battiyon pe pighalta nahi
Naina woh hai na
Haan sitaarein hain dau
Chaand dil mein kabhi bhi nikalta nahi
Talna bhi chaahun, bujhna bhi chaahun
Main unn charaagon tale.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan


Whistle Baja

Song: Whistle Baja
Movie: Heropanti (2014)
Singers: Manj & Nindy Kaur feat. Raftaar
Music: Manj Musik (Manjeet Ral - previously member of RDB)
Lyrics: Raftaar


Mere naal tu whistle baja
Mere naal tu whistle baja

Hey baby ni toh ban meri lady
Kyun tu kare mujhe crazy soniye
Love kara tenu daily
Le jaava tera hath fad ke (x2)

Ki sochega saara zamaana
Haath tere main ni aana
Dar lagta hai mujhe kar ke bahaana
Tune meinu chhad jaana

O gal na kar tu chhad ne di
Plan hai ghodi chadhne di

Paas mein aa zara hoth mila aur
Mere naal tu Whistle Baja... (x3)

Haay, tu kyun pareshaan hai baby
Hum aap ki jaan hain baby
Aaj hai mauka pakad le kas ke
Ni to tera nuskaan hai baby..
Arey meri class mein aaja
Seekh le pyaar ki A B C D
Sau mein se sau le le
Bas hoth mila ke bajaa de seeti

Now whistle, now whistle,
Everybody in the party now whistle..
Now whistle, now whistle,
Mere naal tu whistle baja

Ho nach le mere naal tu nach le
Dil mera tu hi rakh le soniye
Rehna mundeyan to bachke
Jede tere piche padge ne

Na na maine hath ni aana
Maine bas tera ban jaana
Nai milna mujhe Google karke
Tere varga deewana

Aarzoo kuch karne ki
Thodi aage badhne ki

Paas mein aa zara honth mila aur
Mere naal tu whistle baja.. (x4)


Saturday, May 2, 2015

Sheeshe Ka Samundar

Song: Sheeshe Ka Samundar
Movie: The Xpose (2014)
Singer: Ankit Tiwari
Music: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer Anjaan

Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein


Sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Maaya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya!

Ho.. sheeshe ka samandar
Paani ki deewarein
Maya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya!

Ho.. sheeshe ka samundar
Paani ki deewarein

Barf ki reton pe
Shararon ka thikana
Garm sehraaon mein
Narmiyon ka fasaana
Yaadon ka aaina
Uthta hai jahaan
Sach ki parchaaiyan
Har jagah aati hai nazar

Sone ke hain baadal
Pattharon ki barish
Maya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa..
Woh to gaya!

Ho.. seeshe ka samundar
Paani ki deewarein
Wo o o . . .

Dil ki iss duniya mein
Sarhadein hoti nahi
Dard bhari aankhon mein
Raahatein soti nahi
Jitne ehsaas hain
An-bujhi pyaas hai
Zindagi ka falsafa
Pyaar ki panahon mein chhupa

Dhoop ki hawaayein
Kaanton ke bageeche
Maya hai, bharam hai
Mohabbat ki duniya
Iss duniya mein jo bhi gayaa
Woh to gaya!

Ho.. shishe ka samandar
Paani ki deewarein


Surroor

Song: Surroor
Movie: The Xpose (2014)
Singers: Himesh Reshammiya, Honey Singh, Shalmali Kholgade
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics Writer: Sameer Anjaan


Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera suroor dil pe chhaaya hai

Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaya hai
Tera surroor dil pe chaaya hai

Tere bina ab to kahin
Kat'ta nahi waqt intezar ka..
Tere mere iqraar ka
Lamha yahi to hai bas pyaar ka
Veeraniyon se mujhko nikala
Teri yaadon ne mujhko sambhala

Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surroor dil pe chhaaya hai

Tera ta, tera ta tera suroor
I don't know baby hai kiska kasoor
Aaja tu aaja meri baahon mein
Sir chadh gaya baby tera fitoor
Wo o o o...

Jab se kiya tujhpe yaqeen
Meri wafaa ko sahara mil gaya
Sajne lage armaan mere
Dil ke falak ko sitaara mill gaya
Saaye se tere lipta rahoon main
Teri ragon mein ab to bahoon main

Meri aankhon mein tu
Meri baaton mein tu
Meri yaadon mein tu
Mere khwaabon mein tu
Saanson mein tujhe basaaya hai
Tera surur dil pe chhaaya hai


Catch Me If You Can

Song: Catch Me If You Can
Movie: The Xpose (2014)
Singers: Himesh Reshammiya, Mika Singh, Mohit Chauhan, Neeti Mohan, Shalmali Kholgade, Shubhangi Tiwari
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics Writer: Kumaar


Raaton ko chura loon neend
Din mein chura loon tera chain
Catch me if you can baby
Catch me if you can

Dhan te nan ta nana...

Dil mein chhupaya
Naa kisi ko jo bataya
Ab nazron se hone laga woh expose
Ae.. hothon pe aaya na kabhi
Samajh na paya koi
Raaz woh dhadakta hai dil mein har roz
Raaton ko chura loon neend
Din mein chura loon tera chain
Catch me if you can baby
Catch me if you can

Dhan te nan ta nana...

Saaya hoon main
Chhod ke jaata nahi
Pakadna chaaho agar
Haathon mein aata hai

Ik tere dil ki hi dhadkan se
Aage tu rukta hai ye meri
Main saamne hoon tere
Phir bhi mujhko yeh dhoondhe nigaahein teri

Dil mein chhupaya
Naa kisi ko jo bataya
Ab nazron se hone laga woh expose
Ae, hothon pe aaya na kabhi
Samajh na paaya koi
Raaz woh dhadakta hai dil mein har roz
Raaton ko chura loon neend
Din mein chura loon tera chain
Catch me if you can baby
Catch me if you can

Dhan te nan ta nana...

O tere naina di sharab mainu chadh gayi ni
O tere naam di khumari mainu lad gayi ni

Dhan te nan ta nana...

Raaton ko chura loon neend
Din mein chura loon tera chain
Catch me if you can baby
Catch me if you can

Dhan te nan ta nana...

Chaaho jise usko main paa ke rahoon
Woh chaahe ho aasmaan
Main us tak ja ke rahoon
Ho.. jisko main haasil karoon
Phir na jaaye woh bachke mere hath se
Pehchaan le tu yeh aadat meri
Main mukarti nahi baat se

Dil mein chhupaya
Naa kisi ko jo bataya
Ab nazron se hone laga woh expose
Ae, hothon pe aaya na kabhi
Samajh na paya koi
Raaz woh dhadakta hai dil mein har roz
Raaton ko chura loon neend
Din mein chura loon tera chain
Catch me if you can baby
Catch me if you can

Dhan te nan ta nana...

Hai Apna Dil

Song: Hai Apna Dil
Movie: The Xpose (2014)
Singer: Yo Yo Honey Singh, Himesh Reshammiya
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics Writer: Sameer Anjaan


Everybody...
This is my story
This is what I feel everyday.. So lonely!

In my city, I am alone
Main hi na janoon
Ke main hoon kaun
I love you lady, please be mine
Jo haan tu kar de
Then I'll be fine

In my city (city)
I am alone (alone)
Main hi na jaanun (jaanun)
Ke main hoon kaun (kaun)

I love you lady (lady)
Please be mine (mine)
Jo haan tu kar de (kar de)
Then I'll be fine (fine...)

Din ho chaahe raat ho
Rahe yeh bas aashiqui ka maara
Hai apna dil to awara (x2)

In my city (city)
I am alone (alone)
Main hi na jaanun (jaanu)
Ke main hoon kaun (kaun)
I love you lady (lady)
Please be mine (mine)
Jo haan tu kar de (kar de)
Then I'll be fine (fine..)

Baaton baaton mein woh kya baat ho gayi
Ajnabi si khalbali saath ho gayi
Dil ki jeet par meri maat ho gayi, maat ho gayi
Lab khule nahi magar aankhon se yeh kar gaya ishaara
Hai apna dil to aawara

Din ho chaahe raat ho
Rahe yeh bas aashiqui ka maara
Hai apna dil to awaara

Mausam aaj toh bada beqarar hai
Aise mein mujhe tera intezar hai
Kar le ishqbaziyan din hi chaar hai
Din hi chaar hai
Khoya khoya rehta hai
Teri hi beqaraari mein bichara
Hai apna dil to awara

Din ho chaahe raat ho
Rahe yeh bas aashiqui ka maara
Hai apna dil toh aawara

Hai apna dil to awaara


Dard Dilo Ke

Song: Dard Dilo Ke
Movie: The Xpose (2014)
Singer: Mohammed Irfan
Music: Himesh Reshammiya
Lyrics Writer: Sameer Anjaan

Dard dilon ke kam ho jaate
Main aur Tum agar hum ho jaate
Main aur Tum agar hum ho jaate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jate
Main aur Tum gar Hum ho jate

Dard dilo ke kam ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate

Tere bina na aaye sukoon
Naa aaye qaraar mujhe
Door wo saare bharam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jate
Main aur Tum gar Hum ho jate

Ishq adhoora duniya adhoori
Khwahish meri kardo na poori
Dil toh yehi chaahe
Tera aur Mera ho jaaye muqammal ye afsaana
Har mushqil aasaan ho jaati
Main aur Tum gar Hum ho jate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate

Baaqi nahi kuch par dil na maane
Dil ki baate dil hi jaane
Hum dono kahin pe mil jaayenge ik din
Inn ummeedon pe hi main hoon zinda
Har manzil haasil ho jaati
Main aur Tum gar Hum ho jate

Kitne haseen aalam ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate
Main aur Tum gar Hum ho jaate

Dard dilon ke kam ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate
Main aur Tum gar hum ho jaate


Ice Cream Khaungi

Song: Ice Cream Khaungi
Movie: The Xpose (2014)
Singers: 
Honey Singh, Himesh Reshammiya, Palak Muchhal
Music: Himesh Reshammiya
Lyricist: Shabbir Ahmed

Mere jaisa baby yahaan koi nahi
Mujhe pata hai tu kal soyi nahi
Sabko pata hai tujhe ho gaya love
Sachchi bata de ho gaya kab or kethe
Ha ha.. Ha ha..

O Heena, O Meena, O Zeenat
O Salma, O Asha, O Sheena
Aaj raat jo bhi..
Hota hai ho jaane do

Ice cream khaungi
Kashmir jaaungi

Sholo mein bhadke jiyaa
Jalve karaungi
Usko rijhaungi
Jo hoga mera piyaa

Jo haal hai tera wohi haal hai mera
Ye tune jaaneman kya kiya
Ha ha.. ha ha.. ha ha..
O priya, main hoon tera jiya..

Ice cream khaungi
Kashmir jaaungi
Sholo mein bhadke jiyaa.. ha ha, ha ha
Jalve karaungi, Usko rijhaungi
Jo hoga mera piya.. ha ha, ha ha

Jo haal hai tera wohi haal hai mera
Ye tune jaaneman kya kiya
Ha ha.. ha ha.. ha ha..
O priya, main hoon tera jiya..
Ha ha.. ha ha.. ha ha..

Po pe pe.. pe pe pe...

Aaj hum tum dono chalo
Saari diwaarein gira de
Khul ke zara trumpet pyar ka
Hum dono milke baja de

Dheere dheere mere
Jism-o-jaan pe mere
Tera asar ho raha hai
Tu chhod de har sharm-o-haya
Dil besabar ho raha hai

Aankhon mein tu
Neendon mein tu
Khaabon mein tu.. ha!

Ice cream khaungi, Kashmir jaaungi
Sholo mein bhadke jiyaa.. ha ha.. ha ha
Jalwe karaungi, Usko rijhaungi
Jo hoga mera piya.. ha ha.. ha ha

Jo haal hai tera wohi haal hai mera
Ye tune jaaneman kya kiya
Ha ha.. ha ha.. ha ha..
O priya.. main hoon tera jiya..
Ha ha.. ha ha.. ha ha..

Baby-girl badi chatodi
Din-dahaade dil ki chori karti hai tu non-stop
Baby imma super-cop

Ye aashiqui cheez hai kya bhala
Jisne ki bas wohi jaane
Jalte samundar mein dooba rahe
Ye dil kisi ki na maane

Ye zindagi chaar din ki toh hai
Tu har ek lamha jiye jaa
Inn silsilo ka sabab gumshuda
Tu bas muhabbat kiye jaa

Baaton mein tu
Raahon mein tu
Yaadon mein tu.. ha!

Ice cream khaungi, Kashmir jaaungi
Sholo mein bhadke jiyaa.. ha ha.. ha ha
Jalwe karaungi, Usko rijhaungi
Jo hoga mera piya

Jo haal hai tera wohi haal hai mera
Ye tune jaaneman kya kiya
Ha ha.. ha ha.. ha ha..
O priya.. main hoon tera jiya..
Ha ha.. ha ha.. ha ha..


Jind Meriye

Song: Jind Meriye
Movie: Purani Jeans (2014)
Music: Ram Sampath
Singer: Navraj Hans


Tera hi nazara mainu, jind meriye
Karde ishara mainu, jind meriye
Tera hi nazara mainu, jind meriye ni
Karde ishara mainu, jind meriye

Khoke tenu mera te jahaan kho gaya haaye
Mil jaa dubara meinu, jind meriye
Tera hi nazara meinu, jind meriye ni
Karde ishara meinu, jind meriye

I'm so lonely without you
I'm so lonely without you

Bada hi rachaya dil, nahi rachta
Tere bina sab ajnabi lagta
Pardes mein ye pardesi hi raha
Bada hi basaya dil, nahi basta

Mod le dubara meinu jind meriye ni
Rach de dobara meinu jind meriye..
Tera hi nazara mainu, jind meriye
Karde ishara mainu, jind meriye
Tera hi nazara menu, jind meriye ni
Karde ishara mainu, jind meriye

I'm so lonely without you
I'm so lonely without you

Yaad badi aaye mujhe woh galiyan
Jahaan kabhi na tha dum ghut.ta
Jahaan har baat badi maasoom thi
Jahaan kabhi na tha dil tut.ta
Pal pal saara meinu, jind meriye ni
Phir de dobara meinu jind meriye

Tera hi nazara mainu, jind meriye
Karde ishara mainu, jind meriye
Gali gali phire Ranjha, Heer nu kahe
Mill ja dobara meinu, jind meriye

Ve aa...
Ve maahi... aa ve
Ve aaja ve maahi!


ad

In Association with Amazon.in