Friday, May 29, 2015

Zindagi Se

Song: Zindagi Se
Movie: Raaz 3 (2012)
Music: Jeet Gannguli
Lyrics: Sanjay Masoomm

Zindagi se chura ke
Zindagi mein basa ke
Zindagani banaya hai tujhe

Roothe rab ko mana ke
Aasmaan ko jhuka ke
Zindagani banaya hai tujhe

Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukammal main ho gaya 

Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda

Zindagi se churaa ke
Zindagi me basaa ke
Zindagani banaaya hai tujhe

Mehfooz tu mehsoos kar, tere paas hoon main sada
Tujhse nahi ho sakta main pal bhar bhi ab juda
Ab saath hain hum is tarah aankhon ke sang palke
Aa waqt ko yeh baat hum ik baar phir se keh dein
Saare gham se chhupa ke, har nazar se bacha ke
Zindagani banaaya hai tujhe

Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda
Tu mila toh jaise main jee gaya
Tu mila mukammal main ho gaya
Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda

Baahon mein aa ho jayenge shiqwe sabhi khud fanaa 
Hothon se main tujh ko sunu aankhon se tu kuch sunaa
Tu aks ahi main aaina, phir kya hai sochna
Ik doosere mein kho ke hai ik-doosre ko paana

Kismaton ko jagaa ke, har jahaan ko hara ke
Zindagani banaya hai tujhe

Tu mila jis tarah saba mile
Tu mila jis tarah sila mile
Tu mila jis tarah duaa mile... Bakhuda
Tu mila tto jaise main jee gaya
Tu mila mukammal main ho gaya
Tu mila toh phaila hai noor sa bakhuda


Deewana Kar Raha Hai

Song: Deewana Kar Raha Hai
Movie: Raaz 3
Music: Rashid Khan
Lyrics: Rashid Khan

Teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaan-e-jahaan
Teri aadat si mujhe
Dekhoon main jab tujhko toh
Tab mera din ye dhale

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? [x2]

O...
Ab jaye toh jaaye kahaan?

Dard ka aalam hai hardum
Bin tere o humdum
Aankhon mein dikhti hai maayusiyan
Jahaan bhi jaaun tere bin
Badi mushqil se guzre din
Chubhti hai dil ko khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein tto jaayein kahaan? [x2]

Dhul gaye dil ke saare gham
Khushi se aankhein hai ye num
Zindagi mein meri jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh ban ke tu samaa gaya
Jaan bhi teri, dil bhi tera
Tujh se hai mera savera o..

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan? [x2]


Yeh Joker

Song: Yeh Joker 
Movie: Joker (2012)
Singer: Sonu Nigam and Shweta Pandit
Composed by: G.V. Prakash Kumar
Lyrics: Shirish Kunder


Panga na le saale danga milega
Danga naa kar saale jung chhidega [x2]

Yeh joker aisa pantar
Jo khele baazi khud par
Hum bhi iss gaddi ke patte
Par apna naa koi rung
Haathon mein hum jab kisi ke
Baazi usi ki buland

Yeh joker aisa pantar
Jo khele baazi khud par

Panga na le saale danga milega
Danga naa kar saale jung chhidega [x2]

Rang de jung hai…

Boli lagi hai, laakho hai rung
Ab sab rangenge, joker ke sung
Ye kaala, ye peela, ye neela, le lo
Ye hara ye zara de do

Yeh joker aisa pantar
Jo khele baazi khud par

Panga na le saale danga milega
Danga naa kar saale jung chhidega [x2]

Baazi lagi hai, daanv pade
Joker ke peechhe shaatir khade [x2]

Ye atha, ye nava, ye dasa aye o
Ye Rani, ye Raja, ye ikka Jai ho

Yeh joker aisa pantar
Jo khele baazi khud par

Panga na le saale…
Danga na kar saale… [x3]

Panga na le saale danga milega
Danga naa kar saale jung chhidega...

Yeh joker aisa pantar…
Pantar aisa Joker……


Sing Raja

Song: Sing Raja
Movie: Joker (2012)
Singers: Daler Mehndi, Sonu Kakkar
Lyrics by: Shirish Kunder


Sing sing sing sing Raja (x4)

Jag saara jag saara
Jag saara jag saara
Jag saara ab duniya
Jag saara jag saara
Jag saara jag saara
Jeb mein ab muniya
Ho dance karle English mein
Arey naach le tu Hindi mein
Dance karle English mein
Aur naach le tu Hindi mein

Naach saari raat jaise kal hi nahi hona
Jhoom saari raat jaise hosh nahi aana
Mujhe roko nahi mujhe toko nahi
Phal todho nahi bhram todo nahi
Humein roko nahi humein toko nahi
Phal todho nahi bhram todo nahi

Rug rug rug rug rug...
Rug mein mere nagmein
Nus nus nus nus nus...
Nus mein mere thumke

[Asks to dance in various languages]

Sing sing sing sing sing Raja (x3)

Jag saara jag saara Jag saara jag saara
Jag saara ab duniya
Jag saara jag saara Jag saara jag saara
Jeb mein ab muniya

Ho dance karle d.d.d. dance karle
D.d.dance karle hey...
Dance karle English mein
Aur naach le tu Hindi mein
Dance karle English mein
Aur naach le tu Hindi mein...


Jugnu

Song: Jugnu
Film: Joker (2012)
Singer: Udit Narayan
Lyrics: Shirish Kunder
Music: G.V. Prakash Kumar


Jugnu banke tu jagmaga jahaan

Hey aha ha hey aha ha ha
Aag se apne aag se
Aag se apne aag se
Naa khud ko jalaa
Naa khud ko mitaa
Tu roshan kar aa

Jugnu banke tu… jagmaga jahaan…
Jugnu banke tu… jagmaga jahaan…
Hum jale hum jale
Banke jugnu hum jalein
Hum chale hum chale
Deewane majnu hum chalein
Hum jale hum jale
Banke jugnu hum jalein
O Hum chalien o hum chalein
Deewane majnu hum chalein

Sheeshe ke gubbare mein
Sheeshe ke gubbare mein
Chamchamati hui apni duniya
Jagmagati rahe apni duniya

Todh do iss sheeshe ko
Humein hone do ik jahaan
Udne do humein jalne do
Jagmagaane do saara jahaan

Jugnu banke tu… jagmaga jahaan…

O Hum jale O hum jale
Banke jugnu hum jalein
Hum chale hum chale
Deewane majnu hum chalein
Hum jale o hum jale
Banke jugnu hum jalein
O Hum chalien o hum chalein
Deewane majnu hum chalein.. [Repeats]


I Want Fakht You Kaafirana

Song: I Want Fakht You Kaafirana
Movie: Joker (2012)
Singer: Sunidhi Chauhan & Adarsh Shinde
Composed by: G. V. Prakash Kumar 
Lyrics: Shirish Kunder 

Hey...!
Haaye haaye re anti maal
Waah kai bewde chaal [x2]

Aali karne dhamaal aur machane bawaal
Kaafirana hai neeyat meri
Aashiqana hai seerat meri
Faasiyana yeh iraade mere
Jaaduaana hai maya meri
Paapi ye ang hai
Saali kalank hai
Aaye na ye pori baaz
Behki malang hai fultoo dabangg hai
Khole ye ab dil ke raaz

Aage suspense bak de pori

I want fakht you
I want fakht you
Baby I want fakht you [x4]

Abb tak thi pyaasi main
Do peg mein Jhansi main
Lo chal padi main karne fateh
Tere hi dil paane jagah

Paapi ye ang hai Saali kalank hai
Aaye na ye pori baaz
Behki malang hai fultoo dabangg hai
Khole ye ab dil ke raaz

Aage once more bak de pori

I want fakht you
I want fakht you
Baby I want fakht you [x2]

Jaadu se, tone se 
Ya chahe hijje se
Vash mein karungi 
Bas mein rakhungi banke 

Saali kalank hai
Aaye na ye pori baaz
Behki malang hai fultoo dabangg hai
Khole ye ab dil ke raaz

Aage last time bak de pori

I want fakht you
I want fakht you
Baby I want fakht you [x2]

Kaafirana hai neeyat meri
Aashiqana hai seerat meri
Faasiyana yeh iraade mere
Jaaduaana hai maya meri

Fakht You...

Saiyaara

Song: Saiyaara
Film: Ek Tha Tiger (2012)
Singer: Mohit Chauhan, Tarannum Malik
Lyrics: Kausar Munir
Music: Sohail Sen


Aasmaan tera mera hua
Khwaab ki tarah dhuaan dhuaan
Aasmaan tera mera hua
Saans ki tarah ruaan ruaan

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]

Tu jo mila toh yun hua
Ho gayi poori adhoori si duaa
Tu jo gaya, toh le gaya sang tere 
Mere jeene ki har wajah

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]

Tumpe miti tumse bani
Tumse hua hai haan khud pe yaqeen
Tu jo nahi to naa sahi
Main hoon yahaan toh tu hai yahin kahin

Ho jaaye jahaan tu jaaye
Paaye mujhe hi paaye
Saaye ye mere hain tujh mein samaaye

Saiyaara main saiyaara, Saiyaara tu saiyaara
Sitaaron ke jahaan mein milenge abb yaara [x2]


Banjaara

Song: Banjaara
Film: Ek Tha Tiger (2012)
Singer: Sukhwinder Singh
Lyrics: Neelesh Misra
Music: Sohail Sen


Banjara banjara…
Dil mera banjaara
Dekha jabse usko dil mera dil mera banjaara
Naa jaga naa soya dil mera dil mera banjaara
Jo muskaraaye woh, Sab kuch bhulaye woh
Dekho bhatak ke aaye dil Banjaara0
Banjara banjaara uski dhun me dil banjaara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjaara

Leharaake dil se guzarti hai woh
Leharaake dil se guzarti hai woh
Jaane kya khit-pit karti hai woh
Ho hans de to ude dil me hai titliyan
Be-mausam gire hum pe hain bijliyaan
Uss pe ye dil aa aake haara
Banjara banjara uski dhun me dil banjaara
Banjara banjara uski dhun me dil banjaara

Ho ho…
Baaton me uski jaadugari
Ho… baaton me uski jadugari
Nigaahon me uske hai kaarigari
Ho saikadon khwaab uspe hain kharcha kiye
Phir bhi milne ko har roz tarsa kiye
Kehde toh chhod du main ye jag saara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjara
Banjara banjaara uski dhun me dil banjara


Laapata

Song: Laapata
Film: Ek Tha Tiger (2012)
Singers: KK, Palak Muchhal
Lyrics: Anvita Dutt Guptan
Music: Sohail Sen

Aankhon ko yun band karke 
Dheeme dheeme gin gin ke
Dhundo humein, hum hain kahaan?
Ho bhoole se fasaane hain
Zameen se begaane hain
Dekho huey hum to hawaa

Dil ke kinare, khwaabon ke neeche
Hai khoya khoya apna jahaan
Main laapata aa aa… tu laapata…
Hosh o hawaas hai laapata


Haan ye zidd hai meri
Tujhko hi sochenge ab hum
Roshni ye teri khwaabon mein rakhenge band hum
Haan subaha kab soyi? taare kab jaage?
Hum bhoole hain ki kab kya huaa
Main laapata aa aa… tu laapata…
Hosh o hawaas hai laapata


O O…
Le rahe thhe saansein
Zinda nahi the kabhi hum
Dil ye tujhko de ke
Dhadkan se waaqif huey hum
Haa tujh mein hi gum hain
Tujh mein hi khoye
Ab dar se tere jaana kahaan?
Main laapata aa… tu laapata…
Hosh o hawaas hai laapata


Mashallah

Song: Mashallah
Film: Ek Tha Tiger (2012)
Singers: Wajid Khan, Shreya Ghoshal
Lyrics: Kausar Munir
Music: Sajid - Wajid


Mashallah Maashallah woh hoo ho...
Mashallah Maashallah Chehra hai Masha'Allah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paaya hai ye jahaan [x2]

O habibi, mashallah antashaqla azimullah
O habibi mashallah yashauq aaini miliaai hai
O habibi mashallah roopzabarbat ganini
Badganini badganini badganini taaiho

Jalta hai jal jaaye
Jalta hai jal jaaye pighal jaaye zamaana
Main tujhse, tu mujhse bas itna fasaana
Teri yaariyan dildariyaan sun jaaniyan
Mili mila mujhe milana

Mashallah Maashallah…

Sholon mein sharara hai
Arey! Sholon mein sharara hai 
Taaron mein sitaara
Kudrat me fursat se banaya mera yaara
Teri chaahatein meri raahatein
Hain ibaadatein, tu mila, mili mujhe Khudaai

Mashallah Maashallah…

O habibi, mashallah antashaqla azimullah…


ad

In Association with Amazon.in