Sunday, May 3, 2015

Darbadar

Song: Darbadar
Movie: Citylights (2014)
Singer: Neeti Mohan
Music: Jeet Ganguly
Lyrics: Rashmi Singh


Darbadar phire, jaane tu kahaan
Kaun si gali, kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan..

Darbadar phire, jaane tu kahaan
Kaun si gali, kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan..
Darbadar phire
Darbadar phire
Darbadar phire...

Kahaan ja raha hai
Kyun ja raha hai
Kaisa junoon hai yeh
Do pal thehar ja
Saanson ko apni, thoda sukoon toh de
Kiski chali hai uske aage
Teri chalegi kahaan.. ho..

Darbadar phire, jaane tu kahaan
Kaun si gali, kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan..
Darbadar phire
Darbadar phire
Darbadar phire...

Iss duniya mein aane waale, Ik din jaayega
Muft mein jeene waale ik din, Karz chukaayega
O re musaafir baat samajh le
Tera nahi ye jahaan ho..

Darbadar phire, jaane tu kahaan
Kaun si gali, kaun sa jahaan
Dhoondhe jo tu pagle
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan
Nahi woh yahaan..

Darbadar phire
Darbadar phire
Darbadar phire...


Soney Do

Song: Soney Do
Movie: Citylights (2014)
Singer: 
Arijit Singh
Music: Jeet Gannguli
Lyrics: Rashmi Singh
                                 

Soney do, khwaab bone do
Soney do, khwaab bone do

Jaagenge phir thaamenge
Koi wajah jeene ki
Sone do, khwaab bone do
Hmmm sone do.. khwaab bone do

Parchhaayi ke peechhe peechhe
Bhaag raha hai mann
Chaand ko mutthi mein bharne ko
Karta roz jatan
Pyaase se iss panchhi ko
Koi nadi milne do naa..
Sone do, khwaab bone do
Sone do, khwaab bone do

Itne saare chehre hain
Aur tanha sab ke sab
Tere shehar ka kaam hai chalna
Yun hi be-matlab
Cheharon ke iss mele mein
Apna koi milne do naa..
Soney do, khwaab bone do

Soney do, khwaab bone do..


Ek Charraiya

Song: Ek Charraiya
Movie: Citylights (2014)
Singer: 
Arijit Singh
Music: Jeet Gannguli
Lyrics: Rashmi Singh


Ek chiraiya ghonsle ko chhod udd udd jaaye
Aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye


Ik chiraiya ghonsle ko chhod ud ud jaaye
Aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye

Tinka tinka kar batora aur banaaya ghar
Par samay ki barishon ne kar diya beghar
Kar diya beghar.. kar diya begharr..

O musafir dheer dhar
Aayega sooraj idhar
Kaahe bhaage.. kaahe bhaage..
Door jitna jaayega
Laut phir naa paayega
Kaahe bhaage.. kaahe bhaage..

Ek charraiya ko paraaya des kaise bhaaye
Gaaon ka peepal puraana yaad usko aaye
Tinka tinka kar batora aur banaaya gharr
Par samay ki barishon ne kar diya begharr
Kar diya beghar.. kar diya begharr..

Yeh jo asuan ki ladi
Beh rahi hai har ghadi
Tere aage.. tere aage..
Yaad rakh har mod par
Ek nayi subah khadi
Kaahe bhage.. kaahe bhaage..

Ik chiraiya aansuon se lad jhagad so jaaye
Raah pathreeli hai lekin hausla na jaaye
Tinka tinka kar batora aur banaaya gharr
Par samay ki baarishon ne kar diya begharr
Kar diya beghar.. kar diya begharr..


Muskurane ki Wajah Tum Ho

Song: Muskurane ki Wajah Tum Ho
Movie: Citylights(2014)
Singer: Arijit Singh
Music: Jeet Gannguli
Lyrics: Rashmi Singh

Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho

Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na..
O re piya re..

O re lamhe tu kahin mat jaa
Ho sake toh umr bhar tham jaa
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re..
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye naa..
O re piya re.. piyaa re..

Dhoop aaye toh, chhaanv tum laana
Khwahishon ki baarishon mein
Bheeg sang jaana (x2)

Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..

Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum
Jo mile usme kaat lenge hum
Thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re..
Jiya jaaye na jaaye na jaaye na
O re piya re.. piya re..

Muskurane ki wajah tum ho
Gungunane ki wajah tum ho
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. 
Jiya jaaye na, jaaye na, jaaye na
O re piya re.. piya re...
Piya re...
Wo o ho... oo...


Tere Binaa

Song: Tere Binaa
Movie: Heropanti (2014)
Singer: Mustafa Zahid
Music: Mustafa Zahid, Bilal Saeed
Lyrics: Mustafa Zahid, Bilal Saeed


Ik khoya khoya chaand tha jo tha khafa khafa
Ik toota toota khwaab tha jo tujhse tha juda
Ik aadhi aadhi aas thi jo poori ho gayi
Tum mill gaye to jaane kyun ye doori ho gayi
Piya laage na.. jiya laage na
Tere binaa.. Tere bina..
Tere binaa.. Tere bina..

Ho aadhi adhoori iss dastaan mein
Kaise koyi rang laaye
Kaise koyi muskuraaye
Itne ghamon mein do pal khushi ke
Kaise bhala yaad aayein
Tumko bhula naa paayein

Ik pyaasi pyaasi boond mein
Jo mann mera jalaa
Har lamha lamha teri hi yaadon se tha ye bhara
Ik aadhi aadhi aas thi jo poori ho gayi
Tum mill gaye to jaane kyun ye doori ho gayi
Piya laage na.. jiya laage na
Tere bina.. Tere binaa..
Tere bina.. Tere binaa..
Tere bina.. Tere binaa..
Tere bina.. Tere binaa.. 


The Pappi Song

Song: The Pappi Song
Movie: Heropanti (2014)
Singers: Manj, Raftaar
Music: Manj Musik
Lyrics: Raftaar


This is The Pappi Song.. (muaah:*)
This is The Pappi Song.. (muaah:*)
This is The Pappi Song.. (muaah:*)

This is The Pappi Song..
This is The Pappi Song..

Arey koi bhi de do black-white
Arey kahin bhi de do Left-Right
Arey chhodo saare fight-fight
Eh love da season hai
Hothon ko kar lo set set
Dono gaalon ko wet 
Jo doge tab you get get
Eh love da season hai

Chhaddo rehna sad sad
Ho jao saare happy-shappy
If you feeling bad bad
Aao le lo breathy pappi (x2)

This is The Pappi Song..
O o O o...
This is The Pappi Song..
O o O o...
This is The Pappi Song..
O o O o...

Chhaddo rehna sad sad
Ho jao saare happy-shappy
If you feeling bad bad
Aao le lo breathy pappi (x2)

Aaj kiya hai face wash
Maine gaal kiye hain cream
Gimme a pappi karde gaal mere rangeen
Geeli de de ya sookhi
Mere gaal ki badha de beauty
Khaali hai maidaan khelo you know what i mean
What is the scene..
Kis baat ki deri hai
Making me wait itna jyada kyun nahi de rahi hai
Mujhse naraaz hai ya badi tu nakhrebaaz hai
he he he.. karke hansne wali maze kyun le rahi hai

This is The Pappi Song..
O o O o...

This is The Pappi Song..
O o O o...

This is The Pappi Song..
O o O o...

Chhaddo rehna sad sad
Ho jao saare happy-shappy
If you feeling bad bad
Aao le lo breathy pappi (x2)
This is The Pappi Song.. :*)


Tabah

Song: Tabah
Movie: Heropanti (2014)
Singer: Mohit Chauhan
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Kausar Munir


Kyun mujhse khafa, tu hai mere khuda
Deewane se tere, kya ho gayi khata
Jo ho gaya juda
Jo ho gaya juda...
Ho jaaunga tabah
Ho jaaunga tabah
Ho jaaunga tabah


Kyun mujhse khafa, tu hai mere khuda
Deewane se tere, kya ho gayi khata

Kyun tere bin rehta hai din
Mujhse yun rootha huaa
Kyun saari raat, mujhko ye chaand
Lagta hai toota huaa
Na meri ye zameen, Na mera aasmaan
Deewane se tere, kya ho gayi khata

Sulgi huyi saanse meri
Maange jo tujhse hawaa
Deedar de ya waar de
Dede na dil ko dawa
Na tujhse mila, na tujhse mita
Deewane se tere, kya ho gayi khata
Jo ho gaya juda
Jo ho gaya juda...
Ho jaunga tabah
Ho jaunga tabah
Ho jaunga tabah


Raat Bhar

Song: Raat Bhar
Movie: Heropanti (2014)
Singers: 
Arijit Singh, Shreya Ghoshal
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Kausar Munir

Aa raat bhar.. aa raat bhar..
Jaayein na ghar.. jaayein na ghar..
Hai saath tu.. Kya hai fikar
Jaayein na ghar.. aa raat bhar

Jaayein jahaan jahaan jahaan dil kare
Jaane kahaan kahaan kahaan phir mile
Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar, jaayein na ghar

Namkeeniyan hain, nazdikiyaan hain
Rang hi rang hai nazaaron mein
Hansne lagi hoon, phansne lagi hoon
Armaan dil mein hazaaron hain

Toh paar de sabhi hadein
Gale lage kabhi nahi hone de sehar
Iss raat mein beete umar, saari umar

Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Aa raat bhar.. (aa raat bhar)
Jaayein na ghar.. (jaayein na ghar)
Aa raat bhar

Aa raat bhar.. Aa raat bhar..


Rabba

Song: Rabba
Movie: Heropanti (2014)
Singer: Mohit Chauhan
Music: Sajid-Wajid
Lyrics: Kausar Munir


Thodi thodi katthai si uski aankhein
Thodi surme bhari..

Hmm... thodi-thodi katthai si uski aankhein
Thodi surme bhari..

Uske honthon pe muskurayein
Haaye duniya meri
Ho.. chakhna bhi chaahun
Rakhna bhi chaahun
Sabse chhupake usey.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan
Woh hu wo...

Yaaron main kaise kahoon, kya hua?
Hosh hai ab kahin hai kahin yeh hawaa
Phirta hoon khud ko bhulaaye huve
Yaad meri mujhe toh dila do zaraa
Bematlab sa, jeeta raha tha
Ab mill gayi hai wajah.. haay

Yun toh ye dil, haan phisalta nahi
Moam ki battiyon pe pighalta nahi
Naina woh hai na
Haan sitaarein hain dau
Chaand dil mein kabhi bhi nikalta nahi
Talna bhi chaahun, bujhna bhi chaahun
Main unn charaagon tale.. haaye
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Mujhe bas ik jhalak toh dikha
Ho.. ho!
Rabba.. Rabba
Mere Rabba Rabba
Chaahe badle mein le le tu jaan


Whistle Baja

Song: Whistle Baja
Movie: Heropanti (2014)
Singers: Manj & Nindy Kaur feat. Raftaar
Music: Manj Musik (Manjeet Ral - previously member of RDB)
Lyrics: Raftaar


Mere naal tu whistle baja
Mere naal tu whistle baja

Hey baby ni toh ban meri lady
Kyun tu kare mujhe crazy soniye
Love kara tenu daily
Le jaava tera hath fad ke (x2)

Ki sochega saara zamaana
Haath tere main ni aana
Dar lagta hai mujhe kar ke bahaana
Tune meinu chhad jaana

O gal na kar tu chhad ne di
Plan hai ghodi chadhne di

Paas mein aa zara hoth mila aur
Mere naal tu Whistle Baja... (x3)

Haay, tu kyun pareshaan hai baby
Hum aap ki jaan hain baby
Aaj hai mauka pakad le kas ke
Ni to tera nuskaan hai baby..
Arey meri class mein aaja
Seekh le pyaar ki A B C D
Sau mein se sau le le
Bas hoth mila ke bajaa de seeti

Now whistle, now whistle,
Everybody in the party now whistle..
Now whistle, now whistle,
Mere naal tu whistle baja

Ho nach le mere naal tu nach le
Dil mera tu hi rakh le soniye
Rehna mundeyan to bachke
Jede tere piche padge ne

Na na maine hath ni aana
Maine bas tera ban jaana
Nai milna mujhe Google karke
Tere varga deewana

Aarzoo kuch karne ki
Thodi aage badhne ki

Paas mein aa zara honth mila aur
Mere naal tu whistle baja.. (x4)


ad

In Association with Amazon.in