Showing posts with label Javed Akhtar. Show all posts
Showing posts with label Javed Akhtar. Show all posts

Wednesday, August 21, 2013

Dard-E-Disco

Song : Dard-E-Disco
Movie : Om Shanti Om
Music : Vishal-Shekhar
Lyrics : Vishal Dadlani-Javed Akhtar & Kumaar
Singers : Sukhwinder Singh, Marianne, Nisha, Caralisa



O Haseena O Neelampari
Kargai Kaise Jaadugari
Neend En Aankhon Se Cheen Li
Haaye Dil Mein Bechainiya Hai Bhari

O Haseena O Neelampari
Kargai Kaise Jaadugari
Neend En Aankhon Se Cheen Li
Haaye Dil Mein Bechainiya Hai Bhari

Mein Bechara Hoon Awaraa
Bolo Samjahon Mein Yeh Abb Kis Kis Ko

( Dil Mein Mere Hai
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco )… (4)

Ohh Fasle Gul Thi
Gulposhiyon Ka Mausam Tha
Hum Per Kabhi Sargoshiyon Ka Mausam Tha

Aaahan Fasle Gul Thi
Gulposhiyon Ka Mausam Tha
Hum Per Kabhi Sargoshiyon Ka Mausam Tha

Kaisa Junoon Khwaabon Ki Anjuman Mein Tha
Kya Mein Kahon Kya Mere Baagpan Mein Tha
Ranish Ka Chala Tha …Fhobwara
Phoota Jo Khwaab Ka… Goobbara
Abb Phirta Hoon Mein
London Pairis New York La Sans Fansico

Dil Mein Mere Hai
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco

Dard-E-Disco Come On Now Lets Go… (5)

Lamha Lamha Armaano Ki Farmaaish Thi
Lamha Lamha Jurrrat Ki Aaajmaish Thi

Ahaonaaoan
Lamha Lamha Armaano Ki Farmaaish Thi
Lamha Lamha Jurrrat Ki Aaajmaish Thi
Abr-E-Karam Ghir Ghir Ke Mujhpe Barsa Tha
Abr-E-Karam Barsa To Tab Mein Tarsha Tha

Phir Kyun Na Hua Mazar Mera
Woh Mera Sanam Dilbar Mera
Dil Tod Gaya Mujhse Chod Gaya
Woh Peechle Mahine Ki Chaabis Ko

( Dil Mein Mere Hai
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco )… (2)

O Haseena O Neelampari
Kargai Kaise Jaadugari
Neend En Aankhon Se Cheen Li
Haaye Dil Mein Bechainiya Hai Bhari

Mein Bechara Hoon Awaraa
Bolo Samjahon Mein Yeh Abb Kis Kis Ko

( Dil Mein Mere Hai
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco
Dard-E-Disco )… (4)

Ajab Si

Song : Ajab Si
Movie : Om Shanti Om
Music : Vishal-Shekhar
Lyrics : Vishal Dadlani-Javed Akhtar & Kumaar
Singers : Kay Kay




( Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai
Hoo Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai

Dil Ko Banade Jo Patang Saa Se
Yeh Teri Woh Haawaien Hai )… (2)

Aai Aise Raat Hai Jo
Bhahut Khushnaseeb Hai
Chahe Jise Door Se Duniya
Woh Mere Kareeb Hai
Kitna Kuch Kehna Hai
Phir Bhi Hai Dil Mein
Saawal Hai Kahin
Sapno Mein Jo Roj Kaha Hai
Woh Phir Se Kahun Ya Nahi

Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai
Hoo Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai

Dil Ko Banade Jo Patang Saa Se
Yeh Teri Woh Haawaien Hai

Tere Saath Saath Esha
Koi Noor Aaya Hai
Chand Teri Roshni Ka
Halka Sa Ek Saaya Hai
Teri Nazaron Ne Dil Ka Kiya Jo Hasar
Asar Yeh Hua

Abb Inmein Hi Doob Ke Ho Jau Paar
Yehi Hai Dua

( Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai
Hoo Aankhon Mein Teri
Ajab Si Ajab Si Adayein Hai

Dil Ko Banade Jo Patang Saa Se
Yeh Teri Woh Haawaien Hai )… (2)

Tuesday, August 20, 2013

Toh Zinda Ho Tum

Song : Toh Zinda Ho Tum
Movie :  Zindagi Na Milegi Dobara
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Farhan Akhtar




Dilon mein tum apni betaabiyan leke chal rahe ho, toh zinda ho tum
Nazar mein khwaabon ki bijliyan leke chal rahe ho, toh zinda ho tum
Hawa ke jhokon ke jaise aazad rehno seekho
Tum ek dariya ke jaise lehron mein behna seekho
Har ek lamhe se tum milo khole apni baahein
Har ek pal ek naya samaa dekhiye
Jo apni aankhon mein hayraniyan leke chal rahe ho, toh zinda ho tum
Dilon mein tum apni betaabiyan leke chal rahe ho, Toh Zinda Ho Tum

Dil aakhir tu kyun rota hai

Song : Dil aakhir tu kyun rota hai
Movie : Zindagi Na Milegi Dobara
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Farhan Akhtar




Jab jab dard ka baadal chaya
Jab ghum ka saya lehraya
Jab aansoo palkon tak aya

Jab yeh tanha dil ghabraya
Humne dil ko yeh samjhaya
Dil aakhir tu kyun rota hai

Duniya mein yunhi hota hai
Yeh jo gehre sannate hain
Waqt ne sabko hi baante hain

Thoda ghum hai sabka qissa
Thodi dhoop hai sabka hissa
Aankh teri bekaar hi nam hai
Har pal ek naya mausam hai

Kyun tu aise pal khota hai
Dil aakhir tu kyun rota hai

Jaane kaisa raaz hai

Song : Jaane kaisa raaz hai
Movie : Zindagi Na Milegi Dobara
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Farhan Akhtar




Ik baat honton tak hai jo aayi nahin
Bas ankhon say hai jhaankti

Tumse kabhi, mujhse kabhi
Kuch lafz hain woh maangti
Jinko pehanke honton tak aa jaaye woh
Aawaaz ki baahon mein baahein daalke ithlaaye woh

Lekin jo yeh ik baat hai
Ahsaas hi ahsaas hai
Khushboo si hai jaise hawa mein tairti
Khushboo jo be-aawaaz hai

Jiska pata tumko bhi hai
Jiski khabar mujhko bhi hai
Duniya se bhi chupta nahin
Yeh jaane kaisa raaz hai

Apne honay pe mujhko yaqeen aa gaya

Song : Apne honay pe mujhko yaqeen aa gaya
Movie : Zindagi Na Milegi Dobara
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Farhan Akhtar



Pighlay neelam sa behta hua yeh samaan
Neeli neeli si khamoshiyaan
Na kahin hai zameen
Na kahin aasmaan
Sarsaraati huyi tehniyaan, pattiyaan
Keh rahi hain ki bas ek tum ho yahaan
Sirf main hoon meri saansein hain aur meri dhadkanein
Aisi gehraiyaan
Aisi tanhaiyaan
Aur main sirf main
Apne honay pe mujhko yaqeen aa gaya

Der lagi lekin

Song : Der Lagi Lekin
Movie : Zindagi Na Milegi Dobara 
Music : Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Shankar Mahadevan




Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Jaise bhi ho din
Maine ab hai jeena seekh liya
Ab maine
Yeh jaana hai, khushi hai kya, gumm kya
Dono hi, do pal ki hai ruttein
Na yeh thehre na rukey
Zindagi do rangon se bane
Ab roothe ab maane
Yehi toh hai, yehi toh hai, yahaan

Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai jeena seekh liya
Ab maine
Yeh jaana hai kise kahoon apna
Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahan tu reh gaya
Zindagi toh hai jaise karvaan
Tu hai tanha kab yahan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan

Koi sunaaye joh hassti muskaraati kahani
Kehta hai dil, main bhi sunu
Aansu bhi moti ho jo kisi ke nishaani
Kehta hai dil main bhi chunu
Baahein dil ki ho baahon mein chalta
Chalun yunhi raahon mein
Bus yunhi, ab yahan, kab wahan

Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai jeena seekh liya

Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahan tu reh gaya
Zindagi, toh hai jaise karvaan
Tu hai tanha kab yahan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan

Senorita

Song : Senorita
Movie : Zindagi Na Milegi Dobara
Music : Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Farhan Akhtar, Hrithik Roshan, Abhay Deol & Maria Del Mar Fernandez



[Senorita]
Quien eres tu? (Who are you?)
Donde has estado? (where have you been?)
He removido cielo y tierra y no te encontre
(I moved heaven and earth and not find you)

Y llegas hoy (but you arrive today)
Tan de repente (So suddenly)
Y das sentido a toda mi vida con tu querer
(and give meaning to my life with your love)

[Farhan Akhtar]
Na main samjha, na main jaana
Jo bhi tumne mujhse kahaa hai Senorita
Magar phir bhi, na jaane kyun
Mujhe sunke, accha laga hai senorita

[Señorita]
No desvies la mirada (do not look away)
Quedate cerca de mi (stay close to me)

[Abhay]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita

[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kam hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya

[Señorita]
Jamas podre (i will never)
Interpretar (understand)
El sentido de las palabras que me dedicas
(the meaning of the words you dedicate to me)

[Señorita]
Pero el calor (but the warmth)
De tu mirar (of your gaze)
Me hace sentir como la mas bella senorita
(Makes me like the most beautiful miss)

[Hrithik]
Nighaahon ne nighaahon se
Kahi armaano ki daastan hai senorita
Yeh chaahat ki, mohabbat ki
Saari duniya mein ek hi zubaan hai senorita

[Abhay Deol]
Mujhse ab nazar na phero, aao paas tum mere

[Hrithik - Abhay]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na Senorita

[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gumm hai kya senorita
Suno suno senorita kehte hain hum kya

[Farhan]
Jo bhi pal beeta
Hey senorita
Har pal tumne hai dil jeeta
Bus itni si toh baat hai

[Señorita]
No desvies la mirada (don't look away)
Quedate cerca de mi (stay close to me)

[Hrithik]
Mujhko baahon mein tum ghero
Samjhi na senorita

[chorus]
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya
Chaahat ke do pal bhi, mil paaye
Duniya mein yeh bhi kum hai kya
Do pal ko toh aao kho jaaye
Bhoole hum hota gham hai kya

Sunday, August 18, 2013

Samay Ka Pahiya Chaltha Hai

Song : Samay Ka Pahiya Chaltha Hai
Movie : Bhoothnath
Music : Vishal-Shekhar
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Hariharan, Sukhwinder Singh




Krodh Ke Bhujh Ko, Mann Pe Utaaye, Kaahe Chaltha Hai Praani
Kshama Jo Shathru Ko Bhi Karde, Wahi Muqt Hai, Wahi Gyani

Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai

Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se
Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai

Mein Ne Jaathe Jaathe Jaana Kaun Hai Apna Kaun Paraaya
Mein Ne Jaathe Jaathe Jaana Kaun Hai Apna Kaun Paraaya
Bas Thuhi Mera Apna Hai, Bas Thune Pyar Nibhaya..

Kaam Krodh Aur Lobh Mein Tajka Jaan Saktha Hoon;
Tujko Chahoon Bhi Tho Mein Kaise Bhoola Saktha Hoon
Tera Pyar Bhi Ek Bhandhan Hai,
Tuhi Batha Kya Mein Muqt Pa Saktha Hoon.

Tu Nahin Jaantha, Tu Mera Ab Hai Kya
Tujko Hoon Dekha, Tho Dil Kaise Pighaltha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai

Din Mein Soya, Raat Aayi Tho, Ab Jaaga Soya Kab Tha,
Din Mein Soya, Raat Aayi Tho, Ab Jaaga Soya Kab Tha,
Ab Kya Suraj Doondhe Pagle, Doob Gaya Suraj Kab Ka
Barson Pehele Jo Thi Ek Nadi Pyar Ki,
Behegayi Woh Nadi, Haath Ab Thu Kya Maltha Hai

Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai
Raat Mein Jab Ek Chota Sa, Nanha Sa Deepak Jaltha Hai,
Uski Zara Sa Jyoth Sahi, Par Dhoor Se Usko Dekh, Koi Barso.. Ka.. Musafir,
Girthe Girthe Sambhal Tha Hai
Samay Ka Pahiya Chaltha Hai, Din Daltha Hai, Raat Aathi Hai

Aasman Mein Jag Mag Tare, Mere Aankh Mein Jil Mil Aasu
Kahan Chupa Hai Koi, Ishara Tho Dede Thu

Chalo Jane Do Ab Chodo Bhi

Song : Chalo Jane Do Ab Chodo Bhi
Movie : Bhoothnath
Music : Vishal-Shekhar
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Amitabh Bachchan, Juhi Chawla



Chalo Jane Do.., Ab Chodo Bhi..
Chalo Jane Do.., Ab Chodo Bhi..
Ithna Bhi Kya Ghusa Karna, Kuch Apni Kaho.., Kuch Meri Suno..
Yu Chup Chup Rah Kar Dil Hi Dil Mein Kya Gutna..

Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Ithna Bhi Kya Ghusa Karna, Kuch Apni Kaho.., Kuch Meri Suno..
Yu Chup Chup Rah Kar Dil Hi Dil Mein Kya Gutna..
Chalo Jane Do Ab Chodo Bhi

Tumhi Mujse Root Gaye Tho Kisse Baat Karoon Mein
Jee Utta Hoon Mein Tumse Milke, Tum Jo Ho Tho Hoon Mein
Tumhi Mujse Root Gaye Tho Kisse Baat Karoon Mein
Jee Utta Hoon Mein Tumse Milke, Tum Jo Ho Tho Hoon Mein
Mujse Is Pal Ho Moo Phere, Phir Bhi Ho Tum Mere
Dekho Nahin Accha Hota Hai Ithna Chidna...

Chalo Jane Do.., Ab Chodo Bhi..
Chalo Jane Do.., Ab Chodo Bhi..

Mere Dil Ke Tukde Mere Nanhe Se Shaizade
Mujse Yu Naraaz Na Ho, Ithni Na Mujhe Saza De
Mere Dil Ke Tukde Mere Nanhe Se Shaizade
Mujse Yu Naraaz Na Ho, Ithni Na Mujhe Saza De
Dekho Kab Se Tumhe Bukaaye Meri Tarsi Baahein
Aao Pyar Karoon Mein Bahut Hua Ladna Bhidna

Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Ithna Bhi Kya Ghusa Karna, Kuch Apni Kaho, Kuch Meri Suno
Yu Chup Chup Rah Kar Dil Hi Dil Mein Kya Gutna
Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi
Chalo Jane Do, Ab Chodo Bhi

To Chalun

Song : To Chalun
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Roop Kumar Rathod




Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Bhi To Chalta Hoon, Zara Unse Milta Hoon
Jo Ek Baat Dil Mein Hai, Unse Kahoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Unke Chehre Ki Yeh Narmiyaan
Unki Zulfon Ki Yeh Badliyaan
Unki Aankhon Ke Roshan Diye
Unke Honton Ki Yeh Surkhiyaan
Unke Chehre Ki Yeh Narmiyaan
Unki Zulfon Ki Yeh Badliyaan
Unki Aankhon Ke Roshan Diye
Unke Honton Ki Yeh Surkhiyaan

Sab Unke Hain Jalwe, Main Chalne Se Pehle
Saanson Mein, Aankhon Mein, Khwaabon Mein, Yaadon Mein
Aur Is Dil Mein Unko Chhupaake Rakhoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Kahin Bhi Rahoon Ae Sanam
Mujhko Hai Zindagi Ki Kasam
Faaslein Aate Jaate Rahe
Pyaar Lekin Nahin Hoga Kam
Main Kahin Bhi Rahoon Ae Sanam
Mujhko Hai Zindagi Ki Kasam
Faaslein Aate Jaate Rahe
Pyaar Lekin Nahin Hoga Kam

Jinhe Chaahoon, Jinhe Poojoon, Unhe Dekhoon, Unhe Chhoo Loon
Zara Baatein To Kar Loon, Zara Baahon Mein Bhar Loon
Main Is Chaand Se Maathe Ko Choom Loon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun
Ae Jaate Hue Lamhon Zara Thehro, Zara Thehro
Main Bhi To Chalta Hoon, Zara Unse Milta Hoon
Jo Ek Baat Dil Mein Hai, Unse Kahoon
To Chalun, To Chalun, Hm Hm Hm Hm Hm
To Chalun, To Chalun, To Chalun.

Sandese Aate Hain

Song : Sandese Aate Hain
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Sonu Nigam, Roopkumar Rathod & Chorus



Oho ho…

Sandese Aate Hain
Humein Tadpaate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Poochh Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpaate Hain
To Chitthi Aati Hain
To Poochh Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Kisi Dilwaali Ne Kisi Matwaali Ne
Humein Khat Likkha Hai
Ki Humse Poochha Hai
Kisi Ki Saason Ne Kisi Ki Dhadkan Ne
Kisi Ki Choodi Ne Kisi Ke Kangan Ne
Kisi Ke Kajre Ne Kisi Ke Gajre Ne
Mahekti Subahon Ne Machalti Shaamon Ne
Akeli Raaton Ne Adhoori Baaton Ne
Tarasti Baahon Ne
Aur Pooccha Hai Tarsi Nighahon Ne

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Dil Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Mohabbat Walon Ne Hamare Yaaron Ne
Humein Ye Likkha Hai Ke Humse Poochha Hai
Hamare Gaaon Ne Aam Ki Chaaon Ne
Puraane Peepal Ne Baraste Baadal Ne
Khet Khaliayaanon Ne Hare Maidaanon Ne
Basanti Belon Ne Jhoomti Belon Ne
Lachakte Jhulon Ne Behekte Phoolon Ne
Chatakti Kaliyon Ne
Aur Poochha Hain Gaaon Ki Galiyon Ne

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Gaaon Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai
Ohh Ohhhh Ohhh …

Kabhi Ek Mamta Ki
Pyaar Ki Ganga Ki
Vo Chitthi Aati Hai
Saath Vo Laati Hai
Mere Din Bachpan Ke
Khel Vo Aangan Ke
Vo Saaya Aanchal Ka
Vo Teeka Kaajal Ka
Vo Lori Raaton Mein Vo Narmi Haathon Mein
Vo Chaahat Aankhon Mein Vo Chinta Baaton Mein
Bigadna Oopar Se Mohabbat Andar Se
Kare Vo Devi Maa
Yahin Har Khat Mein Poochhe Meri Maa

Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Aangan Soona Soona Hai

Sandese Aate Hain
Humein Tadpate Hain
To Chitthi Aati Hai
To Pooche Jaati Hai
Ke Ghar Kab Aaoge
Ke Ghar Kab Aaoge
Likho Kab Aaoge
Ki Tum Bin Ye Ghar Soona Soona Hai

Ohohho..
Ay Guzarne Waali Hava Bata
Mera Itna Kaam Karegi Kya
Mere Gaanv Ja Mere Doston Mo Salaam De

Meri Gaanv Mein Hai Jo Vo Gali
Jahaan Rehti Hai Meri Dilruba
Usay Mere Pyaar Ka Jaam De
Usay Mere Pyaar Ka Jaam De
Vahin Thodi Door Hai Ghar Mera
Mera Ghar Mein Hai Meri Boodhi Maa
Mere Maa Ke Pairon Ko Chhooke
Usay Uske Beta Ka Naam De
Ay Guzarne Waali Hava Zara
Mere Doston Meri Dilruba
Meri Maa Ko Mera Paiyam De
Unhe Jaake Ty Ye Paigam De

Main Vaapas Aaoonga
Main Vaapas Aaoonga
Phir Apne Gaaon Mein
Usiki Chaaon Mein
Ki Maa Ke Aanchal Se
Gaanv Ke Peepal Se
Kisike Kaajal Se
Kiya Jo Vaada Tha Vo Nibhaoonga
Main Ek Din Aaoonga.. (8)

Humein Jab se Mohabbat

Song : Humein Jab se Mohabbat
Movie : Border
Music : Anu Malik
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Sonu Nigam & Alka Yagnik



Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala

Humein Jab se Mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Fizaaon mein nayi ek roshni hai
Havaaon mein ajab si taazgi hai
Tum is vadee mein mujhse mil rahi ho
Zameen lagta hai jaise ga rahi hai
Nayi rut ki mahoorat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Hai lipti dhund mein dilkash nazaare
Nadi khaamosh hai chup hain kinaare
Hai ek chhoti si kashti aur hum hain
Chale jaate hain lehron ke sahaare
Suhaani ab lo sangat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai

Humein jabse mohabbat ho gayi hai
Ye duniya khoobsoorat ho gayi hai
Humein jabse mohabbat ho gayi hai

Maahi maahi motiyaan waala
Mera sona dachiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala
Maahi maahi motiyaan waala.

Friday, August 16, 2013

Gunja Sa Hai Koyi Iktaara

Song : Gunja Sa Hai Koyi Iktaara
Movie : Wake Up Sid
Music : Shankar-Ehsaan-Loy
Lyrics : Javed Akhtar
Singers : Kavita Seth


O Mere Manawa Tu Toh Baawara Hai
Tu Hi Jaane Tu Kya Sochata Hai... (2)
Baawarein Kyun Dikhaaye Sapane Tu Sote Jaagate
Jo Barase Sapane Bund Bund Naino Ko Mund Mund... (2)
Kaise Main Chalu Dekh Na Saku Anjaan Raaste
Gunja Sa Hai Koyi Iktaara Iktaara... (4)
Dil Mein Bole Koyi Iktaara Iktaara, Dil Mein Bole Koyi Iktaara
Gunja Sa Hai Koyi Iktaara Iktaara... (2)

Sun Rahi Hoon Main Sudh Budh Khoke Koyi Main Kahaani
Puri Kahaani Hai Kya Kise Hai Pata
Main Toh Kisiki Hoke Yeh Bhi Na Jaani
Rut Hai Yeh Do Pal Ki Ya Rahegi Sada
Kise Hai Pata... (2)
Jo Barase Sapane Bund Bund Naino Ko Mund Mund... (2)
Kaise Main Chalu Dekh Na Saku Anjaan Raaste
Gunja Sa Hai Koyi Iktaara Iktaara... (4)
Dil Mein Bole Koyi Iktaara Iktaara, Dil Mein Bole Koyi Iktaara
Gunja Sa Hai Koyi Iktaara Iktaara... (2)

ad

In Association with Amazon.in