Song : Chinta Ta Ta Chita Chita
Movie : Rowdy Rathore
Music : Sajid-Wajid Lyrics : Sameer Anjaan Singers : Mika Singh & Wajid |
|
Duniya chale pichadi toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi Oh ho Duniya chale pichadi toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi Simti mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun kya Chinta ta ta chita chita, chinta ta taa... (4) Duniya chale pichadi toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi Simti mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun kya Chinta ta ta chita chita, chinta ta taa... (4) Arrey kya rang roop hai Kya chaal dhaal hai Arrey kya rang roop hai Kya chaal dhaal hai Yeh lajawaab hai Yeh bemisaal hai Arrey naya naya saal hai Naya naya maal hai Mil jaaye koi chori, kaali ho chaahe gori Mil jaaye koi chori, kaali ho chaahe gori Chupke se chori chori Bandhun main dil ki dori Simti mein leke jaaun Aur iss ko main sikhaun kya Chinta ta ta chita chita, chinta ta taa... (2) Aankhon mein robe hai, pocket mein note hai Arrey aankhon mein robe hai, pocket mein note hai Natkhat mijaaz hai, rangeela coat hai Soorat masoom hai, neeyat mein khot hai Payjama tang hai, dheela langot hai Chinta ta ta chita chita, chinta ta taa... (2) Aisa chalaun chakkar, seedha karoon character Raste pe iss ko laaun, usse aiyna dikhaun Simti mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun kya Chinta ta ta chita chita, chinta ta taa... (6) |
You will found all types of hollywood, bollywood movies/album song lyrics here.
Thursday, August 22, 2013
Chinta ta ta chita chita
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment